GUROOR AUR HAWAS - a long hindi sex story

Discover endless Hindi sex story and novels. Browse hindi sex stories, adult stories ,erotic stories. Visit theadultstories.com
User avatar
admin
Site Admin
Posts: 1583
Joined: 07 Oct 2014 07:28

Re: GUROOR AUR HAWAS - a long hindi sex story

Unread post by admin » 14 Jan 2016 19:15

Zakhm khaaye huye ko dard ka ahesaas zyada rahata hai..

Isiliye zakhm dobara lagne ka koi raasta wo baaqi nahi rakhna chahata...

Channu ka bhi wahi haal tha..

Usky saamne shirf do raaste the...

Ek to ye ki Shama ko jakar darwaza kholne de...
Aur khud ko kahi chupa le...

Dusra ye ki wo apni dili khwaahis ko poora karne ki khatir...
Shama ki gaand me apna lund pel kar... Shama ki cheekh se darwaaze pe khade us insan ko ye khabar de-de ki ghar ke andar ek chudai ka ghamasaan chal raha hai...

Pahela raasta usko aur Shama ko badnami ke daagh lagne se bacha sakta hai...

Aur dusra raast ...!!!

Is baat se Channu khud waakhif tha ki dusra raast usko aur Shama ko khatre me daal sakta hai...

(Dingdong-Dingdong)

Dobara bajne waala doorbell Channu ko bekhudi ke aalam se baahar nikaalne ke liye kaafi tha..

Aur Shama ke hosh udhaane ke liye bhi...

Shama hadbadaati hui..:- Channu hatooo...pata nahi Kon hai baahar...

Channu Shama ki unchudi gaand ko chodne ki khwaahish ka gala ghont'te huye.. Shama ke oopar se hatne me hi bhalaai samjh kar hat jaata hai..

Shama zaldi-zaldi uthte huye aur kamre ki idhar-udhar nazre ghumati hui ye sochne lagi ki wo kya pahene..

Uski nazar kamre ke ek kone me latki hui bahot saare kapde par padti hai...

hina aapa ke kapde par..

Aur Shama laghbhag daudti hui un kapdo me se ek nighty utha leti hai...

Jo ki full length aur brown color ki thi..
Uske saath hi ek bada sa peela rang ka dupatta bhi apne sir se lapet kar chaatiyon ko bhi dhank leti hai..

Channu usye dekh raha tha..

Shama Channu ke kareeb aakar:- Channu tum yahan bilkul khamoshi se baithe rahena..mai dekh kar aati hun kon aaya hai is waqt.. Mujhe darr hai ki kahi sajid to nahi hai..

Shama kamre ke ek taraf keyboard par latak rahi ek chabhi utha kar bahar ki taraf nikal jati hai...

Aur darwaza band karne se pahele ek nazar Channu ki tarf dekhti hai...

Pata nahi kyu Shama ke chehere apne aap hi ek muskan phail jaati hai...

Shayad wo Channu ko chedne waali muskaan thi..
Ya phir... Apni gaand ki dhazziya udne ae bach jaane ki khusi ki muskaan..

Khair...Shama bahar se darwaza band karti hai.. Aur kamre ko bahar se lock kar deti hai...

bahar se us kamre ka mainswitch bhi off kar deti hai... Jisse kamre ke andar se chan kar aane wali roshni band ho jati hai...

ab bahar se koi dekhe to shak bhi nahi kar sakta tha ki us kamre me koi mauzood ho sakta hai...

Shama seedi utar kar darwaze tak pahunchne se pahele hi ek baar aur doorbell baj uthta hai...

Shama ke zehan me kai tarah ki sawaalaat uth rahi thi >: kon ho sakta hai..?.. Sajid ko to ab tak Punjab ke liye nikal jana chahiye.. Phir..?
Raghu ..!!!.. Kahin Raghu to nahi...??
Wo kal kuch sajid ki baate batane ke liye mujhse milna bhi chahata tha...!! Aur usko maloom bhi hai ki mai yahan par hun... Lekin wo to tabhi milega mujhse jab mai chahunga....aisa usi ne to kaha tha phone me.... Phir..???:<

Shama schoti hui darwaze ke side glass se bahar dekhti hai .....

Bahar usye koi ladki nazar aati hai..
Salwaar-shoot paheni hui.. Ek sadharan khubsoort ... Koi 23 ya 25 saal ki jawaan ladki..

Shama usye pahachanti nahi thi.. Phir bhi Shama ko kuch raahat mahesoos hoti hai..

Shama darwaza khol kar:- jiii...

Wo ladki muskurati hui dono hatho ko jod kar :- namaste doctor sahiba.. Mai sandhya hun..

Shama:- boliye .. Kya kaam hai..... Inspector sahab to ghar pe nahi hai...

Sandhiya :-main inspector sahab se nahi aap se hi milne aaya hun..

Shama:-mujhseee?? Par main yahan...…

Shama ki baat poora hone se pahele hi...

Sandhiya :-ji doctor sahiba... Aap tak kuch pahunchane aai thi..

Sandhya apne side me latke huye lady's bag ko khol kar ek bada sa lifafa nikal kar Shama ko deti hui :- ye hai aapke liye.. Raghu sahab ne bheja hai..

Shama Raghu ka naam sunte hi... Thoda kamp si jaati hai...

usye ummid nahi thi ki Raghu ka paigam itni zaldi aa jayegi.. Aur wo bhi.. Sajid ke ghar me..

Shama:- Raghuu.??.. p..par..!!

Shama darwaze pe bhoklaati aur haqlaati rahi...

aur Sandhya us lifafe ko Shama ke haath me pakdati hui palat kar jaane lagti hai...

Shama :- p..par... k...kya...hai isme ?

Shama ki baat pura hote-hote...
Sandhiya nikal chuki thi...

Shama se door...
thodi hi der me gate se bahar...

Aur phir bahar ek car ki awaaz....

Gate ke samne thodi rukti hui phir aage bad jaane ki awaaz ...

Shama ko nazar to nahi aayi magar...
Sndhya yaqeenan usi car me baith kar gai hogi... Aisa car ki awaaz se mahesoos hua..


User avatar
admin
Site Admin
Posts: 1583
Joined: 07 Oct 2014 07:28

Re: GUROOR AUR HAWAS - a long hindi sex story

Unread post by admin » 14 Jan 2016 19:15

Shama ki pareshani uski bokhlahat se hi pata chalta tha ...

Uske zehan me kai tarah ke sawalaat ghoomne lagi..

>:Raghu ko ye pata hai ki mai yahan par hun... Ye baat to usne pahele hi phone par kahe diya tha..isiliye to usne ye parasol yahan par bheja hai.. Nahi to hospital me bheja hota...lekin...lekin...? Oh...no...ye to maine socha hi nahi...
aakhir mai yahan par hun Raghu ko kaise pata..?... Ye baat to shirf Channu ke alawa Divya ko hi pata hai... Mere sohar tak ko ye pata nahi hai ki mai usi ke sahar aur usi ke ghar par hun.. Phir..?.. Divya..!!!?... Divya ke jariye to nahi..!!? Magar wo Raghu ko to shayad janti bhi nahi hogi.. Aur wo kyu batayegi..? ..aur..aur..is lifafe me kya hai..?.. shayad.. Sajid ka kala chittha.!!:<

Na jane aur kya-kya Sochti hui Shama ek nazar oopar ke kamre me dalti hai ...

Jahan Channu ko wo band kar ke aai thi...

Pata nahi usye oopar ke kamre me dekhte huye kyu hansi aa gai...
>:hi..hi..hi..bechaara..!... Magar bahot kameena bhi hai wo muchhad..... hmmm...mera thoku raja..!... Mai to mar hi gai thi... Agar ye sandhya nahi aati to.. wo to meri gaand me hi apna khunta gaad di thi.. Ufff.. Bas.. Ek pal ki bhi deri hoti to... Ufff.. Mujhe to bacha liye Raghu ne Channu ke khunte se... Dekhti hun kya bheja hai Raghu ne isme mere liye..:<

Sochti hui Shama ne darwaza band karne ke baad andar aati hui us lifafe ko kholti hai..

Lifafe ke andar ek cd thi.. Aur saath me ek kagaz... Jis par kuch likha hua tha...

Shama shofe pe baithti hui us kagaz ko khol kar padhna shuru karti hai...>
---------------------------------------
Hello
Doctor saahiba..

Mai jo nazrana aapko pesh kar raha hu.. wo shirf aapki jaankari ke liye hai..
"Jo cd aapko bheja gaya hai us cd me aapke husband ka ek film hai..
Jo aapko aapke husband ki haqeekat se waqif karwayega..
Aur yaad rahe ye asal nahi hai..
Ye to shirf ek trailer hai aapke husband ke poori film ka....
Poori film to aapko mai milne ke baad hi dunga..
Shitara ke murder ka bhi asli saboot hai mere paas..
Jo mai aapko baad me de bhi sakta hun...aur nahi bhi....ye aap par depend karta hai...
... Magar uske liye aapse milna jaroori hai...
Aap ye sochti hogi ki mai ye sab kyu kar raha hun...
Iska jawab aapko aapke husband ki ikloti bahan aur aapki pyaari nanad ke kamre me rakha hua video camara me haal hi me li gai ek recording me mil jayegi..
Jab jawaab mil jaye to ...us par aapka kya jawaab hai... ye jaanne ke liye mai behad utsuk hun...
Aap ke call ka mai har waqt swagat karoonga..
Aapka subhchintak-
Raghu"
---------------------------------------
Is letter ko padhne ke baad Shama ke zehan me phir se kai sawalaat umad pade :< ye sab Raghu mujhe bata kar kya jatana chahata hai..?
Isse Raghu ka fayeda kya hoga..?
Aur wo mujhse milna kyu chahata hai aakhir ?
...(Shama shofe par baith kar ek gaheri saans leti hui)hhmm..chalo milna ya na milna baad me dekh loongi... Magar pahele ye dekhna hoga ki is cd me aur hina aapa ke kamre me rakhi video recording me kya hai..?..magar....Raghu ka wo camara hina aapa ke kamre tak kaise pahunch gaya...?.. Kya hina aapa..!!... Nahi-nahi... Aisa sochna bhi mere liye gunah hai... Wo to bahot achi nek aur parhezgar aurat hai... Wo kabhi apni mazahab ke khilaaf ek kadam bhi nahi utha sakti...aur hina aapa to yahan bahot kam hi aati hai.... Isiliye to Sajid ne us kamre ko sharaab ka godam bana rakha hai.... Ye Raghu ka hi koi chaal hoga... ... Ufff... Kya-kya ho raha hai yahan...main to pagal hi ho jaoongi..
Lekin shitara murder case par to inspector jainu ko Raghu aur Sajid dono ke upar shak hai... ... Aur Channu bhi asli qatil Raghu hi hone ka shak jata raha tha.... Aur Raghu kaheta hai ki uske paas us murder ke mutallik bhi kuch saboot hai.... Iska matlab ye hai ki Raghu ke paas kuch aisa video hai jisme shayad shitara ka qatil ka saboot ho...!! To kya Raghu us apradh me shamil nahi hai...? agar wo hota to wo video mujhe kisi bhi haal me dene ki baat nahi karta.. To phir kya sajid...?.. nahi.. Ab mai aise hi andaza nahi laga sakti.... mujhe wo video dekhna hi padega taaki shitara ko insaf dila saku.. Chahe wo koi bhi ho.. Main Channu se wada bhi kar chuki hu... Uske liye mujhe hina aapa ke kamre me rakhi hui us recording ko aur is cd ko dekhna padega... Lekin Channu ko is waqt in sab baaton se anjan rakhna behetar hai... Abhi to filhaal usye apne haath me hi rakhna hoga.. Baad me jab jaroorat hogi to uska madad le loongi... Filhaal to usye is waqt yahan se rawana karne ki tarkeeb sochun...hmmm...haan... Sajid ke aane ki baat kahe kar hi usye rawana kiya ja sakta hai... Warna wo meri gaand baja kar hi maanega....:<

Shama sochti hui kagaz aur cd ko wapas lifafa me rakh kar showcase ke drwor me chupa leti hai...

Aur phir Shama apni kadmon ko ooper ki kamre ki taraf badha leti hai..

Apni dimaagh me ek dhwand liye huye...
Jis dhwand me kai skhsiyat shaamil thhe....

Ins.Sajid...., hina...., shitara..., divya..., Channu..., dr. Riya..., ins.jainuddin...,
in sbhi ke saath is waqt sabse zyaada dimaagh me halchal machane waala shaks Raghu tha...

Magar ek shaks ab bhi uske zehan ke dhwand me shaamil nahi hua tha..

Jo shayad uski aane waale waqt ki sabse khatarnak karguzari banne waali thi...
Jis kaargujari ka aaghaz anjane me hi ab shuru ho chuka tha...

....................

User avatar
admin
Site Admin
Posts: 1583
Joined: 07 Oct 2014 07:28

Re: GUROOR AUR HAWAS - a long hindi sex story

Unread post by admin » 14 Jan 2016 19:15

Shama kamre ke kareeb pahunch kar sabse pahele main switch on karti hai...

Phir darwaza unlock karti hui... Andar ko dakhil ho jaati hai...

Kamre me uski nazar Channu ko talashne lagi..

Magar kamre ke kisi kone me bhi Channu nazar nahi aa raha tha...

Shama darwaza andar se band karti hui...

Pahele bathroom check karti hai..

Channu wahan bhi nahi hota to ab ek hi jagah ho sakta tha...

aur wo jagah thi....
us kamre ki balcony ...

Balcony ghar ke pchle hisse par tha..

balcony se bahar neeche ki taraf khaali zamin thi...
jis par koi mahenat ya dekhbaal na hone ki wajah se thodi bahot junglaat ug aaye thhe..

Wahan par kisi ka bhi aana-jaana nahi hota tha...

Shama balcony ka darwaza kholte hi uski nazar.. balcony ke ek kone me pade plastic chair par batha Channu par padti hai...

Jo ki darwaza khulne ki aahat se Shama ki taraf nazar utha kar dekh raha tha..

Uske haath me kisi ki tashweer thi..

Shama muskurati hui Channu ke kareeb jaati hai :- kya kar rahe ho janab is tarah kone me baith kar..?

Channu :-kon tha mem sahab..?

Shama chair ke peeche pahunc kar:- Channu ...ab tumhe yahan se zaldi nikalna hoga.. Sajid ke office se koi aaya tha... Sajid ko kuch msg dene.. To maine pooch liye ki Sajid kahan hai... To usne bataya ki wo office se to nikal chuka hai... Magar uska phone switch off bata raha tha .. So usne yaha aakar msg dena behatar samjha... Isiliye wo yahan aaya tha... Bas Channu ab itna kaafi hai..ab tum jaao.. Aur kisi bhi tarah aaj hospital pahunch kar apni duty shuru kar lo.. Mai bahot zald wahan aaungi.. Phir wahan tum mujhe jitna chaho roundh lena..ok..

Waise Shama kabhi jhooth nahi bolti thi.. Magar aaj Raghu ne aur kuch haalaat ne Shama ke dimaagh me itne saare sawalaat paida kar di thi... Ki usko jhooth bolne ki himmat khud ba khud paida ho gai thi...
Aur wo bhi aisi himmat ki uski jhoot bhi bilkul sach ki tarah maaloom hoti thi..

Channu :- ok mem sahab aap jaisa behatar samjhe.. Aap to aakhir meri maalkin ho na.. Aapke hukum to manna hi padega.. Waise bhi mai aapke gandu sohar se abhi milna nahi chahata...

( Channu haath me pakde photo Shama ko dikhate huye) :- Acha mem sahab... Kya yahi hai aapki hina aapa..?

Shama Channu ki haath ki tasweer ko dekhti hui.:- haan Channu.. Par ye tujhe kahan se mila..

Channu:-ab jiska ye kamra hai ussy uski koi photo ka mil jana koi badi baat to nahi hai mem sahab..?
Waise soorat se to ye bhi aap hi ki tarah chakkhaas maal nazar aati hai..

Shama Channu se wo photo cheenti hui..:- chal hat badmaash kahin ke.. Tum jaante bhi ho ye kaisi aurat hai..?..iske oopar buri nazar bhi mat dalna..

Channu bholepan se:- kyu mem sahab aisi kya khaas baat hai isme..?

Shama:- Channu... hina aapa bahot hi kattar mazhabi kism ki aurat hai.. Ye kabhi kisi bhi gair mard ko apna chehera bhi nahi dikhati.. Ye Sajid ki tarah nahi hai..bahot hi pakki aur sachi hai..

Channu:-to kya hua mem sahab ... Iske paas bhi to lund khor choot hoga na.. Iski bhi to jishm me pyaas hogi na.. jise bujhane wala ab is duniya me hi nahi hai.. Bechari taras rahi hogi kisi dumdar lund ke liye..

Shama:- wo sab chhodo Channu ... Tum ab zaldi se dafa ho yaha se nahi to hina se maar to tum baad me khaoge..usse pahele uska bhai tumhe yaha dekh liya to maar dalega..

Kaheti hui Shama Channu ke baahn pakad kar chair se uthane ke liye zor lagati hai..

Channu bhi uski baat ko maante hue uth khada hota hai ...

Lekin jane ke liye nahi..
Shama ko apni bahon me bharne ke liye..

Shama bhi koi virodh kiye bina uski baahon me samati hui :- bas karo Channu... Ab zyaada waqt nahi hai humare paas.. Sajid kabhi bhi aa sakta hai.. Thoda hos se kaam lo.. Jaao zaldi yahan se...

Channu :- chala jaaunga mem sahab.. Bas ek waada karo..

Shama:- kyaaa...?

Channu:- mera dil Sajid ki bahan par aa gaya hai..

Shama chehere par sawaaliya asraat liye Channu ko ghoorti hui :- to...?

Channu :- mujhe uski bhi maarni hai.. Tumhari tarah..

Shama :- kya bakwaas kar rahe ho ... Channu.. Tum usko nhi jante..... Wo bahot hi nek aurat hai..wo...

Shama ki baat poora hone se pahele hi Channu Shama ki aankhon me ajeeb kaifiyat se dekhte huye:- nek to aap bhi thi na..?.. Koi bhi yaqeen nahi kar sakta ki aap ki hawas ki aag jwalamukhi ke aag se bhi zyaada garam hai.. Maine kai aurato ko thoka hai..kuwariyon ki seal bhi todi hai... Lekin aaj tak aap ki tarah garam aurat dekha nahi hai maine... Mujhe lagta hai tumhari nanad huna bhi tumhari hi tarah higi .

Shama thoda sharmati hui :- rahene bhi do Channu... Mai to Sajid ki harqak ki wajah se tum par apna sab kuch lutai hun... Magar hina aapa waisi nahi hai..

Channu :- mem sahab.. Jo aurat zyaada usoolo se bandhi hui hoti hai.. Usko shirf ek baar un usoolo ke bandhan se nikaal do ... Phir wo aise awaarapan ki sadak par daudegi ki uski saari mariyaada peeche rahe jaayegi... Randiyon ko bhi wo maat de degi... Jis tarah aap ne di hai...

Shama :- plsss... Channnnooo... Mujhe aur sharminda na karo... Tummm jaaaooo... Ab....

Channu :- pahele waada karo...

Shama Channu ki chaati me sir ko tikati hui :-kyaaaaa...?

Channu :- tum mujhe apni hina aapa se milwaogi...

Shama baat ko taalne ke liye aur Channu ko wahan se bhejne ke liye apne sir ko haan me hila deti hai...

Channu :- aise nahi munh se kaho...

Shama Channu ke jishm se alag ho kar usye kamre ki taraf dhakelti hui :- haaaan baba... Mai milwa dungi hina aapa ko tumse ... Ab to jaao... Yahan se... Nahi to tum khud bhi maroge aur mujhe bhi marwaoge..

Channu ye sun kar itminaan ke saath kamre me dakhil ho jata hai...

Shama uske peeche jaise hi kamre me dakhil hone ko hoti hai.. Uski nazar anayaas hi balcony ke right taraf padi hui dustbin par chali jaati hai.. Usye jo dustbin par nazar aati hai... Wo usko chounkane ke liye kaafi to thi...

Magar wo ye soch kar andar kadam bada leti hai ki pahele Channu ko yahan se dafa kar lun... phir taheqeek karegi hina aapa ki is kamre ke raaz ko..l
agta hai bahot kuch hua hai is kamre me..

Ye sab Channu se kisi bhi tarah chupana hi padega...

Shama kisi tarah se Channu ko samjha-bujha kar ghar se rawana karne me kamyab ho jati hai..

Kuch hi der me Shama apne sohar ke ghar me bilkul akeli ho jaati hai..

Ek bade se ghar me Shama bilkul tanha thi...

Magar uske saath kuch unsuljhe sawaalon ki bheed thi...

Jiska jawaab bahot zaldi hi usye milne waali thi..

Ya phir...

wo khud bhi un sawaalon ke beech ek sawaal ban jaane waali thi...?

Post Reply