एक औरत की दास्तान compleet

Discover endless Hindi sex story and novels. Browse hindi sex stories, adult stories ,erotic stories. Visit theadultstories.com
rajaarkey
Platinum Member
Posts: 3125
Joined: 10 Oct 2014 10:09

Re: एक औरत की दास्तान

Unread post by rajaarkey » 14 Oct 2014 14:57

"पता नही कहाँ चला गया ये राज ?" ये बोलकर वो उठी और बाथरूम मे चेक करने गयी तो पाया कि वहाँ राज अपने कपड़े बदल रहा था और जैसे ही स्नेहा ने अंदर देखा तो राज ने जल्दी से कोई चीज़ अपने पीछे छुपा ली..

"क्या राज ने ही मारा है मेरे पापा को ?" बार बार उसके मॅन मे यही ख़याल आ रहा था.. मगर उसका दिल इस बात को मानने को तैय्यार नही था कि राज ऐसा कुछ कर सकता है..

"स्नेहा.. स्नेहा.." किसी ने उसे हिलाया तब जाकर वो अपनी सोच से बाहर आई.. ये और कोई नही राज ही था..

"कब से आवाज़ दे रहा हूँ.. किस सोच मे डूबी हो तुम..? चलो हमे अब अपने घर चलना होगा वैसे भी अब यहाँ कुछ नही बचा है" राज ने कहा तो स्नेहा को भी लगा कि अब अपने घर जाना ही ठीक होगा और वो दोनो उठ कर साथ लाया समान बॅग मे डालने लगे..

फिर दोनो कार मे बैठकर घर की तरफ चल दिए..

"तो फिर क्या सोचा है..? क्या करोगी अपने पापा की प्रॉपर्टी का..?" ड्राइव करते हुए राज ने स्नेहा से सवाल किया..

"राज.. अभी अभी मेरे पापा का खून हुआ है और तुम्हें प्रॉपर्टी की पड़ी है..?" स्नेहा ने गुस्से मे कहा..

"मगर स्नेहा बाद ही सही.. हमे इस बारे मे बात तो करनी ही होगी ना..?" राज ने एक बार फिर ज़ोर डाला जिसे सुनकर स्नेहा को लगा कि शायद राज ठीक कह रहा है..

"ह्म्म.. विल आने के बाद ही तो मैं कुछ बोल पाउन्गि कि क्या करना है प्रॉपर्टी का..?" स्नेहा ने कहा..

"ह्म्म ओके.. चलो देखते हैं आगे और क्या क्या दिखाने वाली है ज़िंदगी हमे.." ये बोलकर राज ने स्नेहा के हाथों पर अपना हाथ रखा और फिर दोनो चल दिए घर की तरफ..

"सर ये पोस्ट्मॉर्टम के रिपोर्ट आ गयी.." इनस्पेक्टर जावेद अपनी कॅबिन मे बैठा हुआ कुछ फाइल्स देख रहा था कि तभी एक कॉन्स्टेबल ने अंदर आते हुए कहा..

जावेद ने वो रिपोर्ट वाली फाइल उससे ले ली और उसे पलटने लगा.. रिपोर्ट देख कर उसके चेहरे पर एक बार फिर मुस्कान तेर गयी और इस केस मे जो हो रहा था वो तो सबसे ज़्यादा मज़ेदार था उसके लिए क्यूंकी उसे ऐसे केसस हॅंडल करने मे बहुर मज़ा आता था..

"ह्म्म.. इंट्रेस्टिंग.. इस रिपोर्ट ने तो मामले को एक नया मोड़ दे दिया है.." इनस्पेक्टर ने कॉन्स्टेबल से मुस्कुराते हुए कहा..

"ऐसा क्या है इस रिपोर्ट मे सर..?"

"अब क्या बताऊ मेरे दोस्त की इस रिपोर्ट मे क्या है.. इस रिपोर्ट मे एक ऐसी बात लिखी हुई है जिससे इस पूरे केस का नक्शा ही बदल गया है.."

"अरे सर जी अब बता भी दो ना.." कॉन्स्टेबल ने वो रिपोर्ट खुद नही देख कर सबसे पहले इनस्पेक्टर को दिखाई थी जिसके कारण अब उसकी दिलचस्पी बढ़ गयी थी..

"ह्म्म ये लो खुद ही देख लो.." ये बोलकर जावेद ने फाइल उसकी तरफ बढ़ा दी.. रिपोर्ट पढ़ते हुए कॉन्स्टेबल के चेहरे पर बड़े अश्मन्जस की भावना सॉफ देखी जा सकती थी..

"मगर हाउ ईज़ इट पासिबल सर..?" कॉन्स्टेबल का दिमाग़ चकरा रहा था..

"एवेरतिंग ईज़ पासिबल इन दिस वर्ल्ड..!! इस रिपोर्ट मे लिखा है कि ठाकुर साहब की मौत तो चाकू मारने से पहले ही हो चुकी थी.. और उन्हें दिए गये खाने मे ज़हेर मिला हुआ था..

देखो हुआ ऐसा होगा कि पहले किसी ने उनके खाने मे ज़हेर मिलाया और रात को जब वो अपने कमरे मे गये तो ज़हेर ने अपना असर दिखना शुरू कर दिया और वो वहीं फर्श पर गिर गये..और वहीं पर उनकी मौत हो गयी.. फिर दूसरा कातिल वहाँ चाकू लेकर आया और सोचा कि ठाकुर साहब आज फर्श पर ही सो गये हैं और उसने बिना सोचे समझे उन पर चाकू बरसा दिया.. और इस तरह से उनकी मौत चाकू लगने से पहले ही हो चुकी थी.." जावेद ने मुस्कुराते हुए कहा..

"सर.. इस केस ने तो मेरा सर घुमा दिया है.." कॉन्स्टेबल ने अपना सर पकड़ते हुए कहा..

"अभी से अपने दिमाग़ पर काबू रखो.. अभी तो बहुत कुछ बाकी है इस केस मे.." ये बोलते हुए इनस्पेक्टर अपने कॅबिन से निकल कर बाहर की तरफ चल दिया.. तो दोस्तो क्या आपने अंदाज़ा लगाया की कातिल कौन है आपका दोस्त राज शर्मा

क्रमशः.........................


rajaarkey
Platinum Member
Posts: 3125
Joined: 10 Oct 2014 10:09

Re: एक औरत की दास्तान

Unread post by rajaarkey » 14 Oct 2014 14:58

Ek Aurat ki Dastaan--11

gataank se aage..........................

.

"Jaggu kaka ab aapko office jana band kar dena chahiye..?" Dining table par naashta karte hue Raj ne kaha..

"Are ee kaa kahat ho bitwa..? Agar aafice nahi jaayenge to ghar me din bhar kaa bhajan karenge..?" Jaggu kaka ne haste hue kaha..

"Are nahi kaka.. Main to soch raha tha ki aap itne saalon se mere bhale ke liye kaam kar rahe hain.. Aur ab aapki umar bhi ho chuki hai. Ab aapke aaram karne ke din hain.. Kaam to main bhi kar lunga."

"Are betwa tum kaahe chinta karat ho..? Waise bhi hamra mann ghar me lagega nahi to ghar me rahne ka kaa faaida.. Isse achcha aafice me du go aadmi se baat ta kar lenge.." Jaggu kaka ne kaha..

"Are phir bhi kaka.. Isi bahane aap Sneha ka khayal bhi rakh sakenge.. Aisi haalat me kisi kaa iske paas rehna jaroori hai.. Aur waise bhi baaki naukar log kuch jyada dekh bhaal bhi nahi kar paayenge Sneha ki jitni achchi tarah aap kar sakenge." Raj ne phir samjhane ki koshish ki jise sunkar Jaggu kaka bhi soch me pad gaye.. Aur phir thoda sochne ke baad bole..

"Tu theek kahat ho betwa, Bahurani ke paas ek aadmi ka to jarurat to hai.. Theek hai Betwa.. Aaj se hamara aafice jaana band.. Aur aaj se aafice ka sara kaahamar betwa karega.." Ye bolkar unhone Raj ke kandhe thaptapaye..

Sneha wahan baithkar sirf unn dono ki baatein sun rahi thi..

Pahle to use Raj ka Jaggu kaka ko ghar me rukne ke liye bolna ajeeb laga par jab Raj ne wajah batayi to phir use santushti huyi..

Jaggu kaka aur Sneha Naasta karke table se uth chuke they.. Raj ne car ki chabhi uthaayi aur Car me jaakar baith gaya. Uske chehre par ek shaitaani muskaan thi jo ab darawni hasi me badal chuki thi..

"Bahut din ho gaye.. Main Papa se nahi mili.." Raat ko sote hue Sneha ne Raj se kaha..

"Ismein kaun si badi baat hai..? Kal hi chalte hain 2-4 din ke liye.. Tumhara mann bhi lag jaayega aur tumhare papa tumhein dekh kar khus bhi ho jaayenge.." Raj ne Sneha ko chumte hue kaha..

"Par kya Jaggu kaka izazat de denge..?"

"Are unki chinta tum mat karo.. Wo meri baat kabhi nahi taalte.. Tum kal mere office se aane ke baad ready rahna. Hum dono kal hi chal rahe hain.." Ye bolkar Raj ne Sneha ko apne oopar baitha liya aur Sneha uske lund par uchalne lagi..

***********

"So everything is ready..? Can we go now..?" Agle din shaam ko office se aate hi Raj ne pucha..

"oh Yeah.. Why not...?" Sneha ko Raj ka angrezi me baat karna ajeeb sa laga kyunki English bolna use kuch jyada pasand nahi tha aur wo English ka istemaal sirf office me hi karta.. Khair Sneha ne apne sar ko jhatka dekar samjhaya ki ye sirf ke sanyog hai aur ye sochkar Bag uthane lagi..

"Kya kar rahi ho Sneha.. Itna bhari bag kyun utha rahi ho..? Tumhein pata hai naa ki tum maa banne wali ho..?" Ye bolkar Raj ne uske haath se bag le liya aur phir dono gaadi me baithkar Thakur Villa ki taraf chal diye..

"Aao beta.. Aaj achanak kaise pahunch gayi.. Phone bhi nahi kiya..?" Yun Sneha aur Raj ko achanak apne ghar me paakar Thakur sahab ki khusi ka thikana nahi tha..

"Bas Papa yun hi.. Aaapko surprise dene ka mann hua aur hum chale aaye.." Ye bolkar wo Thakur sahab ke gale lag gayi..

"Jaao Beta.. Tum log fresh ho kar aa jao uske baad baatein hoti rahengi.." Thakur sahab ne kaha jise maankar wo dono apne kamre me chale gaye fresh hone ke liye..

"To beta business kaisa chal raha hai..?" Raat ko khaane par Thakur sahab ne Raj se pucha..

"Bas uncle theek chal raha hai.."

"Aur sab kuch theek thaak hai naa..? Aaur wo naukar kaisa hai.. I'm sorry.. I mean Jaggu kaka kaise hain..?" Thakur sahab ne apni galti ko sudharte hue kaha..

"Are uncle ismein sorry ki kya baat hai..? Naukar ko naukar nahi kahenge to kya maalik kahenge ? Wo to naukar hai jo kayi saalon se hamara khaa raha hai.. To ismein sorry ka to sawal hi paida nahi hota.." Raj ki ye baatein sunkar Thakur sahab aur Sneha ko bada ajeeb laga.. Kal tak jise naukar kehne par hi Raj ka gussa saantwe aasman par pahunch jaata tha.. Aaj wo use khud naukar bol raha tha.. Jo ki ek ajeeb baat thi.. Teeno khana khaa kar uthe aur phir thodi der sofe par baithkar idhar udhar ki baatein karne lage..

"Theek hai bachchon.. Raat bahut ho gayi hai.. Aur Sneha ka iss haalat me itni raat tak jage rehna theek nahi hai.. Tum dono jaakar so jaao.. Aur main bhi chalta hun sone.." Ye bolkar Thakur sahab wahan se uthkar chale gaye aur Raj aur Sneha ne bhi ab sona hi sahi samjha.. Aur wo dono bhi apne kamre me chale gaye sone ke liye.."

Aaj subah subah jab Rajnagar ke log jage to un sab ki jubaan par sirf ek hi sawal tha..

"Thakur sahab ko kisne maara..?"

Thakur villa ke saamne achchi khaasi bheed jama thi.. Sab log yahi janna chahte they ki kaun ho sakta hai jisne itne bade aadmi ko oopar pahuncha diya..?

Tabhi Police ki do gaadiyaan apna siren bajate hue wahan pahunchi.. Sab log usi taraf dekhne lage.. Unn police ki gaadiyon me se kul 10 Police wale bahar aaye jo wahan pahunchte hi bheed ko wahan se hatne ke liye bolne lage..

Unmein se ek police wala jo Inspector rank ka lagta tha wo apni chhadi ek haath me liye hue that aur baar baar apne dusre haath me maarte hue andar chala gaya..

Andar Raj aur Sneha sofe par baithe hue they.. Unke chehre bade udaas lag rahe they aur Sneha ki aankhon se aansu band hone ka naam nahi le rahe they.. Uss ghar me kaam karne wale 5 naukar jismein se 4 mard they aur 1 aurat thi ek taraf kone me line me apna sar jhukaaye khade they..

Gate par khade rahne wale Mustande bhi wahin khade bewakoofon ki taraf idhar udhar taak rahe they..

Inspector ke jooton ki aawaz sunte hi sab udhar dekhne lage..

Ye aur koi nahi balki Inspector Jawed khan tha.. Usne ek sar sari nigaah hall me maujood sabhi logon ki taraf daali aur phir wo dhire dhire chalta hua crime scene ki taraf jaane laga..

Aur finally wo uss kamre me pahunch gaya jahan khoon hua tha.. Wahan par 2 constables pahle se maujood they jo ki laash ki jaanch kar rahe they aur saath hi saath uski tasveerein bhi utaar rahe they..

"kuch pata chala..?" Inspector ne kamre me ghuste hue kaha.

"Chaaku inke seene me maara gaya hai.." Ek constable ne Inspector ko aate dekhkar salute karte hue kaha..

"Hmm.. Aur kuch..?"

"Sir ye Murder weapon baramad hua hai.." Constable ne chaaku dikhate hue kaha jo ab ek plastic bag me band tha..

"Hmm.. Ye murder weapon ka milna to bahut achchi baat hai.. Kisi ne kuch bataya yaha..?"

"Haan sir.. Wo jo aurat khadi hai(line me khade naukaron ki taraf ishara karte hue) wo yahan naukrani ka kaam karti hai.. Usi ne sabse pahle laash dekhi thi.. Usne bataya ki wo subah jab Thakur sahab ke liye chaai lekar aayi to usne unka darwaza khula paaya.. Phir wo jab andar aayi to paaya ki pura kamra khoon se bhara pada hai aur Thakur sahab yahan kamre me mare pade hain.. Ye dekhkar wo zor se chillane lagi jise sunkar Ghar me maujood sabhi log yahan pahunch gaye aur phir unhone Police ko phone karke bula liya.." Constable ne apni baat puri ki..

"Aur kuch milaa crime scene se..?"

"Ji nahi sir... Haathapaayi ke bhi koi nishaan nahi hain.. Jisse saaf pata chalta hai ki khooni koi ghar ka aadmi hi hai.." Constable ne jawab diya..

"Haan yaani wohi hua jo har ghisi piti kahani me hota hai.." Inspector ne badbadate hue kaha..

"Jee sir..? Aapne kuch kaha.." Constable ne Inspector ko badbadate hue sunkar kaha..

"No nothing.. Tum aisa karo.. Iss laash ko postmartom ke liye bhijwa do.. Tab tak main bhi to dekhun ki aakhir maajra kya hai..?" Ye bolkar Inspector uss taraf badh chala jidhar sab log khade they.. Uske chehre par ek muskaan thi jaisi har case ke dauraan hoti thi.. Inspector Jawed khan aaj tak kisi bhi case ko suljhaane me fail nahi hua tha magar shayad ye case iss baat ko bakwass saabit karne wala tha..

"Hmm to kya kehna hai aap logon ka iss baare me..?" Insector Jawed ne apni chhadi hawa me lahrate hue kaha jise sunkar sab log ek dusre ka chehra dekhne lage..

"Ji inspector sahab.. Jaisa ki shayad aapk consatble ne bataya hi hoga ki iss naukrani ne sabse pahle laash dekhi.. Iske baad hi humein pata chala uncle ka khoon ho chuka hai..ye jarur kisi bahar wale ka kaam hai.. Kisi aise aadmi ka jo Thakur sahab ka dushman ho..aur unki jaan lenaa chahta ho.." Raj ne Inspector se khud baat karna hi theek samjha..

"Aapne galat bola Mr...."

"Ji mujhe Raj kehte hain aur ye hai meri biwi aur Thakur sahab ki beti Sneha" Raj ne Inspector ko apna aur Sneha ka introduction diya..

"Haan to aisa hai Raj ji ki ye kisi ghar wale ka hi kaam hai kyunki humein naa to kisi bahar wale ke aane ka koi nishaan milaa hai aur naa hi kamre me haathapaayi ke koi nishaan hain.. And by the way kya aap yahin isi ghar me rehte hain ?" Inspector ne Raj se sawal kiya..

"Ji nahi.. Main to kal hi yahan aaya tha Sneha ki zidd par.. Hum yaha 2-3 dino ke liye uncle se milne aaye they aur phir ye sab ho gaya.." Raj ne kandhe uchkaate hue kaha..

"So Mr. Raj Is it just a coincedence or a planned conspiracy.. Ki jiss din aap dono aaye usi din Thakur sahab ka khoon ho gaya..? If you know what I mean ?" Inspector ne muskarate hue kaha..

"Aap kehna kya chahate hain Inspector sahab ki hum dono ne Uncle ko maara hai..? Aap jaante hain ki aap kya bakwass kar rahe hain ?" Raj ne aaweg me aate hue kaha..

"cool down Mr. Raj.. Main jaanta hu ki main kya bol raha hun.. Hum Police walon ka to kaam hi yahi hai ki mujrim ko Jail ke andar daalna.. Aur filhaal to iss ghar me maujood har ek banda shaq ke daayre me hai.." Inspector ki ye baat sunkar sab log ek dusre ki taraf dekhne lage..

"Anyway Mujhe ab chalna chahiye.. And yess aap logon me se koi bhi iss shahar se bahar nahi jaayega.. Mind it.." Ye bolkar Inspector ne apni topi pehni aur apni jeep ki taraf chal diya..

Sab log use piche se jaate hue dekh rahe they kewal ek ko chhod kar aur wo thi Sneha jo ab bhi apne pita ko khone ke gum me aansoo baha rahi thi aur wo raat waali baat use baara baar yaad aa rahi thi..

Raaat ko wo jaise hi uthi to khud ko bistar par akela paaya.. Usne sar uthakar idhar udhar dekha to use koi nahi dikha..

"Pata nahi kahan chala gaya ye Raj ?" Ye bolkar wo uthi aur bathroom me check karne gayi to paaya ki wahan Raj apne kapde badl raha tha aur jaise hi Sneha ne andar dekha to Raj ne jaldi se koi cheez apne piche chupaa li..

"Kya Raj ne hi maara hai mere Papa ko ?" Baar bar uske mann me yahi khayal aa raha tha.. Magar uska dil iss baat ko manne ko taiyyar nahi tha ki Raj aisa kuch kar sakta hai..

"Sneha.. Sneha.." Kisi ne use hilaya tab jaakar wo apni soch se bahar aayi.. Ye aur koi nahi Raj hi tha..

"Kab se aawaz de raha hun.. Kis soch me doobi ho tum..? Chalo humein ab apne ghar chalna hoga waise bhi ab yahan kuch nahi bacha hai" Raj ne kaha to Sneha ko bhi laga ki ab apne ghar jaana hi theek hoga aur wo dono uth kar saath laaya saamn bag me daalne lage..

Phir dono Car me baithkar Ghar ki taraf chal diye..

"To phir kya socha hai..? Kya karogi apne papa ki property ka..?" Drive karte hue Raj ne Sneha se sawal kiya..

"Raj.. Abhi abhi mere papa ka khoon hua hai aur tumhein property ki padi hai..?" Sneha ne gusse me kaha..

"Magar Sneha baad hi sahi.. Humein iss baare me baat to karni hi hogi naa..?" Raj ne ek baar phir zor daala jise sunkar Sneha ko laga ki shayad Raj theek keh raha hai..

"Hmm.. Will aane ke baad hi to main kuch bol paaungi ki kya karna hai property ka..?" Sneha ne kaha..

"Hmm ok.. Chalo dekhte hain aage aur kya kya dikhaane waali hai zindagi humein.." Ye bolkar Raj ne Sneha ke haathon par apna haath rakha aur phir dono chal diye ghar ki taraf..

"Sir ye postmortom ke report aa gayi.." Inspector Jawed apni cabin me baitha hua kuch files dek raha tha ki tabhi ek constable ne andar aate hue kaha..

Jawed ne wo report wali file usse le li aur use palatne laga.. Report dekh kar uske chehre par ek baar fir muskaan tair gayi aur iss case me jo ho raha tha wo to sabse jyada mazedaar tha uske liye kyunki use aise cases handle karne me bahur maza aata tha..

"Hmm.. Interesting.. Iss report ne to maamle ko ek naya mod de diya hai.." Inspector ne constable se muskuraate hue kaha..

"Aisa kya hai iss report me sir..?"

"Ab kya bataun mere dost ki iss report me kya hai.. Iss report me ek aisi baat likhi hui hai jisse iss pure case ka nakshaa hi badal gaya hai.."

"Are sir ji ab bata bhi do naa.." Constable ne wo report khud nahi dekh kar sabse pahle Inspector ko dikhayi thi jiske kaaran ab uski dilchaspi badh gayi thi..

"Hmm ye lo khud hi dekh lo.." Ye bolkar Jawed ne file uski taraf badha di.. Report padhte hue Constable ke chehre par bade ashmanjas ki bhawna saaf dekhi jaa sakti thi..

"Magar how is it possible sir..?" Constable ka dimaag chakra raha tha..

"Everything is possible in this world..!! Iss report me likha hai ki Thakur sahab ki maut to chaaku maarne se pahle hi ho chuki thi.. Aur unhen diye gaye khaane me zeher mila hua tha..

Dekho hua aisa hoga ki pahle kisi ne unke khaane me zeher milaya aur raat ko jab wo apne kamre me gaye to zeher ne apna asar dikhana shuru kar diya aur wo wahin farsh par gir gaye..aur wahin par unki maut ho gayi.. Phir dusra kaatil wahan chaaku lekar aaya aur socha ki Thakur sahab aaj farsh par hi so gaye hain aur usne bina soche samjhe unn par chaaku barsa diya.. Aur iss tarah se usnki maut chaaku lagne se pahle hi ho chuki thi.." Jawed ne muskuraate hue kaha..

"sir.. Iss case ne to mera sar ghumaa diya hai.." constable ne apna sar pakadte hue kaha..

"Abhi se apne dimaag par kaabu rakhkho.. Abhi to bahut kuch baaki hai iss case me.." Ye bolte hue Inspector apne cabin se nikal kar bahar ki taraf chal diya..

kramashah.........................

rajaarkey
Platinum Member
Posts: 3125
Joined: 10 Oct 2014 10:09

Re: एक औरत की दास्तान

Unread post by rajaarkey » 14 Oct 2014 14:59

एक औरत की दास्तान--12

गतान्क से आगे...........................

"मॅ'म साहब.. आपसे कोई मिलने आया है..!!" स्नेहा अपने कमरे मे आई तभी एक नौकर ने आकर कहा..

"कौन है..?"

"कोई रवि साहब हैं.."नौकर ने जवाब दिया..

ये नाम सुनकर स्नेहा को अजीब लगा.. उसे अचानक रवि का चेहरा याद आ गया..

"ठीक है तुम चलो.. मैं आती हूँ.." इतना कहकर स्नेहा ने अपने कपड़े ठीक किए और हॉल की तरफ चल दी जहाँ रवि बैठा हुआ था..

"रवि तुम..?" हॉल मे और कोई नही बल्कि खुद रवि बैठा हुआ था और उसके बगल मे रिया भी थी.. और रवि के बाद स्नेहा का ध्यान उसी के तरफ गया..

उसे देखकर स्नेहा ने दौड़कर उसे गले लगा लिया..

"कहाँ चली गयी थी रिया तुम..? और ये क्या तुम्हारी माँग मे सिंदूर..?" स्नेहा ने अचरज से पूछा..

"हम दोनो ने शादी कर ली है.." इसका जवाब रवि ने देते हुए कहा..

"मगर तुम दोनो को भाग कर शादी करने की क्या ज़रूरत थी.. शादी याहा भी तो हो सकती थी.. कुछ प्राब्लम थी तो मुझे बताना था ना..?" स्नेहा ने रिया की तरफ देखते हुए कहा..

"अरे स्नेहा अब जाने भी दो.. हम यहाँ सिर्फ़ तुमसे मिलने आए हैं.. बताओ तुम कैसी हो..?" रिया ने बात को बदलते हुए कहा..

"मैं बिल्कुल अच्छी हूँ और मा बनने वाली हूँ.. मगर मेरे पापा.." ये बोलते हुए उसके चेहरे पर उदासी छा गयी..

"हां पढ़ा था उनके बारे मे.. सॅड टू नो दट.. एनीवे कोंग्रथस फॉर युवर फर्स्ट प्रेग्नेन्सी.." स्नेहा ने रिया को गले लगा लिया..

इन सब बातों के बीच स्नेहा ने एक बात नोटीस नही की..वो ये कि रिया की नज़र हॉल मे लगी राज की तस्वीर की तरफ बार बार जा रही थी और उसके चेहरे पर घृणा का भाव सॉफ देखा जा सकता था.

इन्ही सब बातों मे पूरा दिन गुज़र गया और शाम को राज से मिलने के बाद रिया और रवि अपने घर चले गये..

...........................................

"ह्म्म.. तो अब बताओ तुम लोग.. किसने मारा ठाकुर साहब को..?" इनस्पेक्टर ठाकुर विला के अंदर सभी नौकरों से पूछताछ कर रहा था..सभी नौकर एक कतार मे खड़े हुए सर झुकाए हुए थे..

"इस तरह सर झुका कर खड़े रहने से काम नही चलेगा.. बताओ किसने मारा ठाकुर साहब को..?" इस बार इनस्पेक्टर की आवाज़ थोड़ी उँची थी.. मगर फिर भी एक भी नौकर ने अपना सर नही उठाया..

"अच्छा.. लगता है तुम लोग ऐसे नही बताओगे.. मुझे ही कुछ करना पड़ेगा.." ये बोलकर इनस्पेक्टर ने हवलदार को इशारा किया और वो हवलदार बाहर चला गया.. फिर कुछ ही देर मे वो अंदर आ गया मगर इस बार वो अपने साथ एक कुर्सी लेकर आया था जिसमें बहुत सारे बटन्स लगे हुए थे और कुछ हरे लाल स्क्रीन्स लगे हुए थे.. वो उसे छक्कों के सहारे चलते हुए अंदर ला रहा था.. अंदर लाने के बाद उसने वो मशीन एक प्लग मे लगाई और मशीन ऑन हो गयी..

"अभी भी मौका है.. कातिल खुद सामने आ जाए वरना अगर फिर बाद मे मैने उसे पकड़ लिया तो उसका वो हश्र करूँगा कि वो ज़िंदगी भर याद रखेगा.." ये बोलना पर भी उनमें से कोई हिला तक नही ना ही अपना सर उठाया..

"तो ठीक है.. ये कुर्सी देख रहे हो ना..?" सब उस कुर्सी की तरफ ही देख रहे थे..

"ह्म्म.. हम इस कुर्सी पर एक एक करके तुम सबको बैठाएँगे और जो भी सच बोलेगा तो ये हरी वाली स्क्रीन जलेगी और अगर झूठ बोला तो ये लाल वाली.. समझे ?" इसके बाद इनस्पेक्टर ने एक नज़र सबके चेहरों पर डाली.. सब के चेहरों पर डर की भावना सॉफ देखी जा सकती थी..

"तो यहाँ से शुरू हो जाओ.." एक कॉन्स्टेबल ने लाइन की एक छ्होर पर खड़े नौकर से कहा..

वो डरते डरते कुर्सी की तरफ बढ़ने लगा..

"हम नई बैठेंगे बाबू जी.. हॅम्का डर लागत है ई कुर्सिया से.. अगर कहीं करेंट मार दिया तो हमरि गांद जल जाएगी.." उसने रुकते हुए ये कहा तो वहाँ खड़े सभी पोलीस वालों की हँसी छूट गयी..

"अरे डरो नही.. ये करेंट नही मारती.. ये बस ये चेक करेगी कि तुम सच बोल रहे हो या झूठ.. और हां अगर ज़्यादा नौटंकी की तो अभी सीधे पोलीस स्टेशन ले चलेंगे तुम्हें.." इनस्पेक्टर जावेद ने कड़क आवाज़ मे कहा..

जिसे सुनकर उस नौकर के चेहरे पर पसीने आ गये और वो जल्दी से जाकर कुर्सी पर बैठ गया..

"आगे मैय्या गे माययए.. हमरी गंद मे का घुस गावा.." जैसे ही वो नौकर बैठा वैसे ही उठ गया.. सब ने उसके पिछवाड़े की तरफ देखा तो एक वाइयर उसकी धोती को फाड़कर उसकी गंद के छेद मे घुस गयी थी.. जिसे देखकर वहाँ के सब लोगों की हस्ते हस्ते हालत खराब हो गयी.. वो किसी बंदर की तरह उछल रहा था.. मगर इनस्पेक्टर जावेद अपने काम के वक़्त बिल्कुल सीरीयस रहता था... उसने आगे बढ़कर उसकी गांद से वाइयर को बाहर निकाल लिया..और उसे खींचकर फिर से कुर्सी पर बैठा दिया..

"अब सच सच बता तूने ठाकुर साहब को मारा है..?"इनस्पेक्टर ने तेज़ आवाज़ मे पूछा..

"नही हम नही मारे हैं.."उस नौकर ने डरते हुए कहा..

और उसके ऐसा करते ही हरी स्क्रीन पर ब्लिंकिंग होने लगी जिससे पता चल गया कि ये सच बोल रहा है..

ऐसे ही धीरे धीरे सारे नौकरों की बारी आ रही थी.. मगर जैसे ही उस नौकरानी की बारी आई तो वो वहाँ से भागने लगी..

इसी काम के लिए जावेद पहले से लेडी कॉन्स्टेबल को लाया था जिन्होने बिना देर किए उसका पीछा किया और झपट कर उसे पकड़ लिया और दो थप्पड़ उसकी गालों पर जड़ दिए..


Post Reply