ज़िंदगी के रंग compleet

Discover endless Hindi sex story and novels. Browse hindi sex stories, adult stories ,erotic stories. Visit theadultstories.com
rajaarkey
Platinum Member
Posts: 3125
Joined: 10 Oct 2014 10:09

Re: ज़िंदगी के रंग

Unread post by rajaarkey » 14 Oct 2014 15:27

Zindagi ke rang--6

gataank se aage..................

Kiran jab ghar pohanchi to Ali ki gari se utaar kar dekha ke Manoj usse upar ki khirki se dekh raha hai. Un dono ki nigaahewahaan ek duje se mili aur Patel ki aankhoun me jo usne dekha usse wo kaanp uthi. Kya wo nafrat thi yaan pagalpan? Ye to wo samjh nahi payi magar usko aise dekh kar dar zaroor gayi. Kya ye dar usse Patel se tha yaan is baat se ke kahin wo usse kho na de? Sach to ye tha ke ab wo is zindagi ki aisi aadi ho chuki thi ke agar Patel ne apna hath usse door khench liya to wo kya karegi ye usse maloom na tha. Ghar ke andar gayi to dekha ke uski mata bistar pe leet bhi chuki hai. kapre badalne ke baad ja ke wo unki malish karne lag gayi. Kuch hi der me mata ji ke kharate kamre me gunjne lage jis se saaf zahir tha ke wo gheri neend so chuki thi. Wo bhi kuch thak si gayi thi aur sone hi wali thi ke darwaze me usse Manoj khada nazar aaya. Usne aankhoun se hi usse upar aane ka ishara kiya aur chala gaya. Ye pehli baar nahi tha ke wo uske pas jane wali thi. Patel uske jisam ko har tarha se to istimaal kar chuka tha. Phir aisa kyun tha ke aaj sediyaan charhte waqt wo ghabra rahi thi?.............

Kiran jab kamre me aayi to Manoj kamre ki kherki ke pas uski taraf pith kiye khada hua tha. Kiran ne kamre me aa ke khud hi darwaza band kar diya. Jane kyun uske munh se koyi shabad nahi nikal pa rahe the? Usne aaj se pehle Manoj ko kabhi is tarha gusse me nahi dekha tha. Sath hi sath uska zehan ye samjh nahi par raha tha ke wo gusse me hai kyun? Akhir Manoj ne hi is khamoshi ko tora.

Manoj:"Baith jaao Kiran." Wo chup chaap kamre me pari kursi pe baith gayi. Manoj uske samne aa ke zameen pe baith gaya aur uski aankhoun me ghuse se dekhne laga. Manoj ki aankhoun me jo gussa tha usse dekh kar Kiran kaanp uthi. Wo ab pehle se bhi zyada ghabra gayi thi.

Manoj:"Kiran kya tumhe kisi cheaz ki kami hai?" Usne dhemi awaaz me magar ghuse se poucha.

Kiran:"Nn.....nahi to"

Manoj:"Kya kabhi bhi tumhe pesoun ki koyi pareshani mee hone di hai?"

Kiran:"Nahi" Kiran ne muskil se jawab diya.

Manoj:"Tumhe pata hai ke pese ke liye duniya me kya kya kuch karna parta hai? Tumhare se bhi zyada khoubsurat ladkiyaan 100-100 rupe ke liye aise bandoun ke sath bhi soti hain jin ki shakil bhi wo aam tor pe dekhna pasand na karain. Kya tum bhi chahati ho ke pesoun ke liye tumhe bhi 2 take ki randiyoun ki tarha jaga jaga jana pare?"

Kiran:"Nahi" Uski khoubsurat aankoun se ye sun kar aanso ek dariya ki tarha behne lage the. Aaj tak usne apne aap ko fareb ki duniya me rakha hua tha. Manoj ke kamare me jo bhi hota tha usse kamre se nikalte sath hi wo bhola deti thi. Aandheere ki duniya me rehne waloun ko jab sachchayi nazar aati hai to uski roshni unki aankhe seh nahi pati. Kuch ye hi haal Kiran ka bhi ho raha tha. Kitne hi ladke uski khobsurti ke deewane the par aaj usse youn lag raha tha ke wo sheshe ke samne khadi hai aur sheshe me usse duniya ki sab se badsurat ladki ka chera nazar aa raha hai. Badi muskil se rote hue usne poucha

Kiran:"Meri galti kya hai? Aaj tak aap ne jo kaha woi to karti aayi hoon?" Ye sun kar to Manoj gusse se pagal ho gaya.

Manoj:"Saali Randi me tujhe kehta hoon ke dosre ladkoun ke sath gulchare uda?"

Kiran:"Aap galat samjh rahe hain. Me to apne college ke dosto.." TAPAK thapad ki gunj se kamra gonj utha aur Kiran ka sar ghomne laga. Dard se laga raha tha kisi ne uska munh hi tod diya ho.

Manoj:"Saali randi jhoot bolti hai mujhse? Kitni garmi hai saali tujhe jo mere baad bhi dosroun se chudwane jati hai? Idhar aa aaj teri garmi to bujhata hoon me." Ye keh kar usne Kiran ko uske sar ke baloun se pakad ke bistar ki tarf phenk diya. Wo bechari zor se bistar pe giri aur uska sar palang se takraya. Pehle hi aankoun ke aage tare nazar aa rahe the aur ab sar aur bhi dard se phatne laga. Manoj ne piche se aa kar uski shalwaar khench ke utar di aur use zor se ghodi bana diya. Kiran ko samjh hi nahi aa rahi thi ke kya horaha hai ke achchank uske munh se cheek nikalne lagi. "AHHHHHHHHHH nahi AHHHHH CHODO MUJHE" Manoj ne bagir kuch lagaye hi apna lund zor se uski chot me ghusa diya tha. Bilkul khusk aur zehni tor pe tiyaar na hone ki waja se Kiran ko buaht hi zyada dard hone lagi. Dard itna teez tha ke usse aise lag raha tha ke kisi ne ek dum se usse churri maar di ho. Manoj ko ek ajeeb se bemari thi ke jab tak usse aisa na lagta ke wo zabardasti kar raha hai uska theak se khada nahi hota tha. Ishi liye wo hamesha Kiran ke sath zabardasti karne ka drama kar ke usse chodataa tha. Par aaj jab such me wo uska rape kar raha tha to uska lund lohe ki tarha sakhat ho gaya tha. Kiran ki siskiyaan sun kar usse aur bhi maaza aane laga tha. Wo zor zor se jhatke marne laga aur sath hi sath khench khench ke thapad uski bund pe bhi marne laga.

Manoj:"Kyun saali kutiya maaza aa raha hai na tujhe? Aise hi chudwati hai na to bahir ja ke? BOL bol bhadwi?" Wo gandi gandi galiyaan nikalte hue Kiran ko chodataa raha. Shor se kahin uski bemaar maa jaag na jaye is liye Kiran ne apne munh me bistar ki chadar ghusa li thi. Aanso the ke ruk hi nahi rahe the aur uska munh laal ho gaya tha. Dard se usse lag raha tha ke wo mar hi jayegi. Manoj hewanoun ki tarha usse zor zor se aadha ghenta chodataa raha aur Kiran ka wo haal ho gaya tha ke dard se bas behosh hone hi wali thi. Aakhir zor se jhatke marte hue wo Kiran ke bech hi jhad gaya. Manoj ka lund jab naram padha to nikaal ke bistar pe hi wo leet gaya aur hanpne laga. Kiran ushi halat me wahaan pari thi. Ro ro ke ab to aanso bhi sokh gaye the. Aankahin sojh ke lala ho gayi thi aur jisam dard se tot raha tha. Thodi der baad badi muskil se uth kar usne apni shalwaar pehni aur badi muskil se chalte hue kamre ke darwaze ki taraf chalne lagi.

Manoj:"Ruk jaao. Aise bhala kese jane donga tujhe? Kiran meri ek baat apne pale band le. Ye jo college ke lounde hain na inki dosti college me hi kahatam kar ke aaya kar. Agar mee tujhe kabhi kisi bhi haramzade ke sath aainda dekh liya to zinda nahin chodunga. To bas meri kutiya hai aur mere sath hi wafadaar rehna parega. Samjh gayi na?" Wo bechari bas halka sa sar hi hila payi.

Manoj:"Chal ab ye pakad." Ye keh kar Manoj na notoun ki ek gadi takiye ke neche se nikaal kar uski taraf barha di. Kuch lamhe wo apni jaga par but ban gayi. Wo un notoun ko dekh rahi thi jin ki waja se aaj uski ye halat ho gayi thi. Kya ye hi meri sachchayi hai ab? Ek darinde ki rakheal? 2 aanso uski aankoun se phir nikal gaye aur usne kanpte hatoun se notoun ki gadi ko pakad liya aur kamre se bahir nikal gayi. Koyi pehli baar apni izzat lutwa kar to wo Manoj ke kamre se bahir nahi aa rahi thi par aaj pehli baar apni izzat ke sath sath wo khud bhi apni nazroun me gir gayi thi. Seediyaan neche utarte saame ek ek seedi pe kadam rakhte hue usse aisa mehsoos ho raha tha jaise wo hazaar bar mar rahi ho.

Saamey ke sath sab kuch badal jata hai bas farak ye hota hai kuch chezain raat gaye hi badal jati hain to kuch dheere dheere. Jaise waqt ek jaga ruk nahi jata waise zindagi ki garhi bhi aage ko chalti rehti hai. Mona bhi dheere dheere badal rahi thi. Chahe kabhi mini skirt na pehne par ab kam se kam aise to the ke shehir ki ladki to dekhne hi lagi thi. Make up bhi bhale hi dosri ladakiyo ke muqable me kum tha par halka phulka karna to shuru kar hi diya tha. College ke ladkoun ne bhi us me zyada interest lena shuru kar diya tha par ye baat alag thi ke abhi bhi wo kisi ko zyada ghaas nahi dalti thi. Par kuch had tak badla to ye bhi tha. Ab Kiran ki tarha Ali bhi uska dost ban chuka tha. Wo ladka hai, ameer khandaan se hai aisi batoun ke bare me usne souchna chod diya tha. Abhi kal hi ki to baat lagti thi ke kese wo akeli uske sath ice cream khate bhi sharma rahi thi aur ab to college ke baad wo hi usse apni gaadii pe ghar chodne lag gaya tha. Unki us mulaqaat ko ab koyi 2 mahine ho chuke the. Is doraan Mona ki zindagi me choti moti bahut si chezain badal gayi thi. Jaise ke usne call center par part time job shuru kar di thi. Shehar me rahate hue pesoun ki zarorat to parti hi hai aur wo apne pita par bojh nahi banna chahati thi. Rahi baat Mumta aunty ki to uska bas naam hi Mamta tha warna mamta naam ki us me to koyi cheaz thi hi nahi. Usko Bansi ke sath apna munh kala karwane se thodi fursat milti to dosroun ke bare me souchti na?

Usko call center pe naukri Kiran ne hi dilwayi thi. Kiran bhi to pechle 2 mahine se bahut badal gayi thi aur us me ye badlao sab se zyada Mona ne hi mehsoos kiya tha. Kuch ghaoo insaan ko puri tarha toor kar rakh dete hain to kuch usko pehle se bhi zyada mazboot bana dete hain. Kiran ke sath bhi kuch aisa hi hua tha. Jo Kiran apne irdh girdh ladkoun ko bhanwaroun ki tarha ghomne pe majboor kar deti thi wo ab unse zyada baat na karti thi aur na hi kisi ka tofa kabool karti thi. Khud Kiran ne hi call center me naukri milne ke 2 hafte baad hi Mona ko bhi wahaan naukri dilwa di thi. Pehle to Mona ko ajeeb sa laga jab Kiran ne usse kaha ke wo usse bhi naukri dilwa sakti hai par phir Kiran ne hi usse mana bhi liya.

Kiran:"Mona apna aap ko kabhi kisi ke sahare ka mouhtaaj na hone dena. Khud ko itna mazboot bana lo ke agar kal ko koyi tofaan bhi aaye to tum tanha hi uska muqabla kar sako." Ye baat jane kyun sedhi Mona ke dil pe lagi aur usne haan kar di. "Sach me Mona bahut badal gayi hai" aisa Mona souchne lagi thi. Ab to wo dosroun ko chodo Ali aur Mona ke sath bhi kahin bahir nahi jati thi. Hamesha koyi na koyi bahana bana diya karti thi aur phir kuch dinoun baad in dono ne bhi usse pouchna chod diya. Par jo bhi tha Mona ko Kiran pehle se bhi achi lagne lagi thi. Wo usko dost se zyada apni behan manti thi. Aur ali ke bare me wo kya souchti thi? Ye to batana bahut hi kathan hai. Ali uske sath mazaak karta tha, usse aksar bahir ghumane ke liye bhi le jata tha maghar kabhi usne aisi koyi baat nahi ki jis se aisa saaf zahir ho ke wo Mona ko pyaar karta hai. "Kya ye pyaar hai yaan dosti?" aisa wo tanhayi me soucha karti thi.

Aisa nahi tha ke Ali us se apne pyaar ka izhaar karne ke liye bechain nahi tha. Par pehla pyaar wo ahesaas hai jo mehsoos to har insaan kabhi na kabhi karta hi hai par uska izhaar karna aasaan baat nahi hoti. Ye dar ke kahin inkaar ho gaya to kya hoga? insaan ko andar hi andar kahye jata hai. Phir Ali abhi jaldi me ye dosti bhi hath se ganwana nahi chahata tha jo unke darmiyaan ho gayi thi. Usne dekha tha ke kese Mona kisi ladke ko bhi apne pas bhatakne nahi deti thi. Aise me kahain usse wo dosre ladkoun ki tarha lofar na samjh le ye dar bhi to tha. Rozana jo samay wo dono ek sath guzarte wo uske din ke sab se haseen lamhe hote the. Mona ke khoubsurat chehare pe uski masoom hansi to kabhi uski ek aadh zulaf jab hanwa me beqabo ho kar uske chehare pe aa jati thi to wo usse bahut hi achi lagti thi. Thode hi dinoun me usne Mona ke bare me sab kuch jaan liya tha. Saaf dil ke log vaise bhi dil me baat chupa ke nahi rakhte aur Mona ka dil to abhi bhi sheshe ke jaise bilkul saaf tha. Shayad ishi liye Ali ko kabhi kabhaar mehsoos ho hi jata tha ke Mona bhi usse ek dost se barhkar pasand karti hai. Jaise jaise din guzre uski mohabat Mona ke liye pehle se bhi mazboot hoti chali gayai aur ab usko bas intezaar tha us mouke ka jab wo apne dil ki baat Mona ko keh sake. Aur aisa mouka usse jald hi mil bhi gaya.......

Jahaan Kiran ki mohabat ka dum bharne wale ladke ek ek jar ke usse uska rawaiya badalne ki waja se door hote ja rahe the wahaan hi ek insaan aisa bhi tha jo usse barsoun se dekh raha tha aur ab us me is tabdili ke aane ki waja se bahut khush tha. Wo dosre ladkoun ki tarha shookh na sahi par dil ka bhala insaan tha jo pagloun ki tarha Kiran ko chahata tha. Ye chahat koyi 2-4 din purani bhi nahi thi. Wo school ke zamane se hi Kiran ko pasand karta tha par kabhi dil ki baat zubaan par la nahi paya tha. "Kya ab saame aagaya hai ke usse bata dooon ke me usse pagloun ki tarha chahata hoon?" Sharad ne apne se kuch door baithi Kiran ko call center me kaam karte dekh kar soucha...

kramashah....................

rajaarkey
Platinum Member
Posts: 3125
Joined: 10 Oct 2014 10:09

Re: ज़िंदगी के रंग

Unread post by rajaarkey » 14 Oct 2014 15:28

Zindagi ke rang--7

gataank se aage..................

Itne mahine beetne ke baad bhi Mona Mamta ko ek aankh na bhati thi. Usse ghar me moujood dono mardoun ko apni ungliyoun pe nachchane ki aadat pad gayi thi. Uske pati aur Bansi uske hi geet gate rahain ye hi wo chahati thi. Aise me Doctor sahaab ki zaorat se zyada meethi zubaan aur Bansi ki Mona ko dekh kar ralain tapkana Mamta ko gusse se pagal bana raha tha. Kitne hi dinoun se wo aise mouke ki talash me thi ke Mona se chutkara pa sake par Mona usse mouka hi bhala kab deti thi? Mamta agar gusse se bhi usse bolti thi to wo chup rehti thi aur agar kabhi koyi galat baat bhi keh jati to Mona nazar andaaz kar deti thi. "Saali bahut hi mesni hai ye to?" Aisa souch souch ke uska gusa uske andar hi rehta par saame ke sath sath ye gusa barhte barhte jwalamoukhi ban chuka tha jo ek din phat hi gaya.

Jab Ali ne Mona ko ghar chodna shuru kiya to pehli baar to dekh mamta ko bhi achcha laga. Khushi usse is baat ki nahi thi ke Mona ke liye aasani ho gayi balki uski souch to ye thi ke "Mujhe pata tha ye randi sati sawitri banne ka dhong karti hai. Jumma juma aath din nahi hue aur yahaan pe yaar bhi bana liya." Galat insaan hamesha dosroun ko galat kaam karta dekh khush hota hai. Shayad is liye ke usse apne bare me achcha mehsoos hota hai yaan phir youn keh lain ke ye ahesaas hota hai ke chalo hum hi bure nahi saari ki saari duniya ki kharaab hai. Doctor sahaab kaamke silsile me kuch din ke liye shehar se bahir gaye hue the. Aisa mouka bhala kahaan milne wala tha Mamta ko? Khane ki meez pe jaise hi Mona aa kar baith gayi, Mumta ne apni zubaan ke teer chalne shuru kar diya.

Mamta:"Bansi khana paros do meem sahab ko. Aaj kal bahut kuch karwa ke aati hain ne is liye thak jati hongi." Ab Mona koyi bachi to thi nahi. Delhi me itne mahine bitane ke baad wo sheher waloun ki do maiyene wali batoun ko bhi khoob samjhne lag gayi thi. Mamta ki ye baat usse bahut ajeeb lagi aur is baar wo chup na reh payi.

Mona:"Aunty aap kehna kya chahati hain?"

Mamta:"Ab tum itni bhi bachi nahi ho. Khub samjh sakti ho ke kya me keh rahi hoon aur kya nahi. Haan par ek baat samajh lo, mee koyi dhoop me khade ho ke baal safeed nahi kiye. Ye jo kuch tum kar rahi ho na in harkatoun se baaz aa jaao." Har insaan ke bardashat ki bhi ek seema hoti hai aur vaise bhi man ke sachche log to kisi ko na galat baat karte hain aur na hi sunna pasand karte hain. Kitne hi aarse se to wo Mamta ki zehar bhari batoun ko bardashat kar rahi thi par aaj jab usne Mona ke charitar pe ungli uthayi to Mona se bhi bardashat nahi ho paya. Wo kehte hain na ke saanch ko koyi aanch nahi hoti. Ishi liye wo bhi bolna shuru ho gayi.

Mona:"Apne mata pita se door hone ke bawajood bhi me aaj bhi unke diye sanskaar nahi bholi. Kabhi zindagi me aisi koyi harkat hi nahi ke jis ke liye sharminda hona pare. Aap ne mujhe ghar me rakha aur ye ahesaan me kabhi nahi bholongi par uska ye matlab nahi ke aap mere charitar pe khechar uchalayain aur me chup chaap dekhti rahoun."

Mamta:"Aare wah Bansi dekho to zara. In madam ke to par nikal aaye hain. Ek to chodi upar se seena zori. Kahaan jate hain tumhari maa ke diya sanskaar jab rozana munh kala karwa ke apne yaar ke sath aati ho?" Bas ab to Mona ka ghussa bhi joualamoukhi ki tarha phat gaya ye sun kar.

Mona:"BAS! Dosroun ko baat karne se pehle apni gerebaan me jhank kar dekho pehle. Apne naukar ke sath pati ke piche munh kala karwate tumhe sharam nahi aati aur dosroun pe ilzaam tarashi kar rahi ho? Me tumhari tarha giri hui nahi jo aisi ghatiya harkatain karo." Ye keh kar Mona to ghusse se uth kar apne kamre ki taraf teezi se chali gayi aur ja ke darwaza andar se band kar liya par Mamta wahin but ban gayi. "Kya isko mere aur Bansi ke bareme pata hai? Agar isne aise hi apni zubaan Unke samne khool di to mera kya hoga?" Kuch lamhoun baad jab usne aapne aap pe kabo paya to uska ghussa pehle se bhi zyada shidat ke sath wapis aa gaya. Ghuse se chilati hui wo Mona ke kamre ki taraf chilate huye jane lagi.

Mamta:"Aare ohh randi teri jurat kese hui ye bakwaas karne ki? Tum chote zaat wale logoun ko zara si izaat kya de do sar pe char ke nachne lagte ho. Jane kis kis se mouh kala karewa ke aa ke to mere hi ghar me mujh pe hi ilzaam lagati hai haramzadi? Nikal bahir kutiya tera me aaj khoon pi jaaoungi." Wo aise hi kitni hi der kamre ke bahir khare ho kar aanap shanap bakti rahi par kamre ke andar se Mona ne koyi jawab na diya. Phir jab kuch der baad kamre ka darwaza khola to Mona hatoun me apna suitcase pakre kahri thi. Uski aankoun me jo aag Mamta ko nazar aayi usne uska munh band kar diya.

Mona:"Kehna chahoun to buaht kuch keh sakti hoon aur agar chaoun to tumhari asliaat puri duniya ke saamne la sakti hoon. Kaisa lage ga Doctor sahaab ke yaah jaan kar ke unki dharam patni ek randi se bhi zyada giri hui hai jo apna aur apne pariwaar ka pith bharne ke liye apna sharear bechati hai. Par me aisa karoungi nahi. Isko meri kamzori mat samjhna balki tumhare ahesaan ka badla utaar ke ja rahi hoon. Ek baat yaad rakhna. Tumhare jaisi aurat auratzaat pe ek kala dhaba hai. Aainda dosroun pe ungli uthane se pehle ho sake to apna chahara aaine me dekh lena." Mamta ka to munh khole ka khola reh gaya ye sab sun kar aur uske munh se phir ek shabad bhi nahi nikal paya jab Mona uske saamne ghar se bahi ja rahi thi. Ghar se bahir nikalte saame Mona ko bhi puri tarha se nahi maloom tha ke ab wo kay karegi aur kahaan jaigi par ye zaror janti thi ke ye duniya bahut badi hai aur jahaan man mai chah ho wahaan raah mil hi jati hai......

Sarhad Pandey shuru se hi tanha rehne ka aadi tha. School ke zamane se le kar aaj tak usne zyada dost nahi banaye the aur jo banaye un me se bhi koyi uske zyada kareab nahi tha. Sharmili tabiyat ka hone ka karan wo chahe kahin bhi jaye log usse aam tor pe nazar andaaz kar dete the. Dekhne me bhi bas theak tha. Darmeyana kad, sanwala rang aur thode si tond bhi nikli hui thi. Shayad usse shuru se hi ye complex tha ke wo dekhne me badsurat hai. Aisa to kher hargiz nahi tha lekin jaise jaise wo bada hua sar ke bal bhi ghane na rehne ke karan uska ye complex aur bhi zyada mazboot hota chala gaya. Padhayi me bhi bas theak hi tha. Aisa nahi ke kabil nahi tha magar kabhi bhi usne padhayi ko sanjedgi se nahi liya tha. Uske pita samjh nahi pate the ke aisa kyun hai? Pehle pehal to unhoon ne har tarha ki koshish ki. Kabhi pyaar se to kabhi ghuse se lekin kuch khas farak nahi padha. Akhir tang aa kar unhoon ne usko uske haal par chod diya. Aur to aur kheloun me bhi wo bilkul dilchaspi nahi leta tha.

Aise me bas ek hiaisi cheaz thi uski zindagi me jisse wo pagalpan ki had tak pasand karta tha aur wo thi Kiran. Wo koyi tesri jumaat me tha jab uske pita ka transfer Delhime ho gaya. naye school me aa kar bhi kuch nahi badla tha. Kuch shararti ladkoun ka uska mazak urana to kuch teachchers ke us pe ghusa nikalna, sab kuch to pehle jaisa tha. haan par kuch badla tha to wo ye ke pehli baar usse koyi achcha lagne laga tha aur wo thi uski class me hi ek hansmukh bachi Kiran. Us umaar me pyaar ka to koyi wajood hi nahi hota aur na hi samjh. Ye bas vaise hi tha jaise hum kisi ko mil kar dost bana chahate hain. Farak bas itna tha ke apne sharmelepan ki waja se wo ye bhi nahi kar paya. Jo chand ek dost usne banaye bhi wo us jaise hi the. Ye bhi ek ajab itefaak tha ke uske pita ko bhi ghar company ki aur se wahin mila jahaan Mona ka ghar bajo me hi tha.

Usse aaj bhi yaad tha ke kese wo chup chup kar Kiran ko apne kamre ki khirki se sadak par mohale ke dosre bachoun ke sath khelte dekha karta tha. Dosre aur Kiran ne to kabhi usse sahi tarha se dekha bhi nahi aur agar nazar us par padhi bhi to nazar andaaz kar diya. Kehte hain ke saamay ke sath sab kuch badal jata hai lekin kuch chezain agar badalti bhi hain to wo achche ke liye nahi hoti. School ke baad dono ne aik hi college me dakhla bhi liya par itne saal beetne ke baad bhi to sab kuch vaise ka wesa hi tha. Aaj bhi wo door se Kiran ko pagloun ki tarha dekha karta tha. Tanhayi me us hi ki tasweer uski aankhoun me ghoumti thi aur doosri ore Kiran ab jawani me har aere gaire se hansi mazak karne ke bawajood bhi Sarhad ki aur kabhi dekhti tak nahi thi. Agar kuch badla tha to wo uske dil me uske pyaar ki shidat thi. Kabhi kabhaar to wo ye souchta tha ke kya ye pyaar hai yaan janoun? Vaise usse pasand to Kiran ki nayi dost Mona bhi bahut aayi thi. Wo bilkul Kiran ke baki ke sab doston se alag thi aur usse hairat hoti thi ke un dono me dosti hui bhi to kese? Chand hi mahinon me usne dekha ke Kiran me tabdili aane lagi hai aur wo us chanchal hassena se ek samjhdaar ladki banne lagi thi. Aisa kitna Mona ki waja se tha to kitna umaar ke barhne ke sath ye to wo nahi samjh paya par wo is tabdeeli se khush bahut tha. Ab to sab kuch pehle se behtar hone laga tha. Kiran ne ladkoun se zyada baat cheet bhi kum kar di thi aur kapre bhi dhang ke pehanne lagi thi.

Sarhad ki khushi ka koyi tikhana na raha jab ek din Kiran ne bhi wo hi calling center join kar liya jahaan wo kaam karta tha. Ab to unki thodi bahut dua salaam bhi hone lagi thi. Phir kuch hi aarse me Mona ko bhi wahin naukri mil gayi. Mona aur Sarhad kuch hi dinoun me achche dost bhi ban gaye aur shayad is hi liye Kiran se bhi uski thodi bahut dosti to hone lagi thi. Yaan phir youn keh lain ke jisse wo dosti samjh ke khush ho raha tha wo bas dua salaam tak hi mehdood thi. Par jis ladki ke sapne wo saaloun se dekhta aa raha tha ab uske sath ek hi jaga pe kaam karna aur din me ek aadh baar baat kar lena bhi uske liye bahut badi baat thi. Dheere dheere hi sahi par sab kuch to uske liye achcha hota ja raha tha sewaye ek cheaz ke aur wo tha Manoj Patel. Kuch saal pehle Kiran ke pita ke dehant ke baad wo unke ghar karayedaar ke toor pe aaya tha aur ab tik hi gaya tha. Bhala ek karobadi bande ko aise kisi ke ghar me karayedaar ban ke rehne ki kay zarorat hai? Usko is baat ki hhi jalan thi ke aik hi chhat ke neche wo uski Kiran ke pas hi reh raha tha. Ab Kiran ko dekh kar kis ki neyat kharaab nahi ho sakti thi? Ye aur aise hi jane kitne sawaal uske man me roozana aate the. Jane kyun usse Manoj me kuch ajeeb si baat nazar aati thi. Aisa uski jalan ki waja se tha yaan sach me daal me kuch kala tha?

Zindagi hamesha ki tarha vaise hi ranwa danwa thi. Har taraf bhagam bhaag thi aur har koyi dosre se aage nikal jane ki door me laga hua tha. Is bheed me hote hue bhi aaj Mona apne aap ko kitna tanha mehsoos kar rahi thi. Mamta ki batain abhi tak usse kantoun ki tarha chub rahi thi. Ghariboun ke pas sewaye unki izzat ke hota hi kya hai? Aur agar log uspe bhi ungli uthayain to ye wo bardashat nahi kar pate. Wo dheere dheere ek seedh me chali ja rahi thi par manzil kahaan thi iska usko bhi pata nahi tha. Dil me bahut hi zyada dukh tha par aankhoun me usse qaid kar rakha tha. Aise me uska mobile bajta hai. Jab dekhti hai to Ali phone kar raha hota hai.

Mona:"Hello"

Ali:"Mona kaisi ho?"

Mona:"Abhi thodi der pehle to tumhare sath thi phir bhi pouch rahe ho ke kaisi hoon?" Usne rokhe se lehje me jawaab diya. Mamta ka ghusa abhi tak gaya nahi tha shayad.

Ali:"Hehe nahi wo bas souch raha tha ke kya film dekhne chalain? Suna hai ke Akshay ki bahut achi film aayi hai."

Mona:"Tum dekh aao me nahi aa paoungi." Dheere se usne kaha. Ali bachcha to tha nahi, samjh gaya ke kuch to galat hai.

Ali:"Mona sab theak to hai na?" Ab tak jin aansoun ko usne apni aankhoun me roka hua tha wo ab tham na paye and wo rone lagi. Usse aisa rote sun kar Ali bahut ghabra gaya.

Ali:"Mona kya hua hai? Please ro mat me aa raha hoon." Rote hue badi muskil se Mona bas ye keh payi

Mona:"Me ghar pe nahi hoon Ali."

Ali:"Koyi baat nahi. Tum jahaan pe bhi ho bataou me 2 minute me pohanch raha hoon." Uski charoun aur jo log guzar rahe the un me wo bhi apna tamashaa nahi banwana chahati thi isliye aansho saaf karne lagi.

kramashah....................

rajaarkey
Platinum Member
Posts: 3125
Joined: 10 Oct 2014 10:09

Re: ज़िंदगी के रंग

Unread post by rajaarkey » 14 Oct 2014 15:29

Zindagi ke rang--8

gataank se aage..................

Mona:"Me ghar ke pas jo park hai wahaan tumhara intezaar karoungi. Please Ali jaldi aana."

Ali:"Me bas 2 minute me pohanch raha hoon." Ye usne keh to diya par koyi uraan katola to pas tha nahi, wahaan pohanchne me koyi 15 minute to lag hi gaye. Ab tak Mona apne aap pe thoda bahut kaboo bhi kar chuki thi. Wo park ke bench pe apne suitcase ke sath baithi hui thi. Usse aise ghumzada baithe dekh kar Ali ko bahut dukh hua. Jis ladki ke sapne wo din raat dekhta tha aur jis ke liye wo kuch bhi kar sakta tha usse aise bhala kese wo dekh sakta tha?

Ali:"Mona sab theak to hai na aur tum aise suitcase ke sath yahaan kyun baithi ho?" Usse dekh kar ek baar phir jaise Mamta ki kahi sab batain Mona ko yaad aa gayi aur ek baar phir aankhoun se aanso behne lage. Ali forun uske pas baith gaya aur uske aanso saaf karne laga.

Ali:"Mona please mat ro. Sab kuch theak ho jayega. Me hoon na?"

Mona:"Kya theak hoga ab? Mee wo ghar chod diya hai."

Ali:"Kyun kya hua?"

Mona:"Kyun ke unhe me badchalan lagti hoon aur kehte hain ke tumhare sath apna munh kala kar wa rahi hoon." Ali ye sun ke ghuse se pagal ho gaya.

Ali:"Chalo mere sath dekhta hoon kis ki jurat hui tumhe ye kehne ki?" Wo ye keh kar uthne laga lekin Mona ne hath pakad ke bitha liya.

Mona:"Nahi Ali pehle hi bahut tamasha ho gaya hai. Vaise bhi wo to kab se mujhe ghar se nikalne ka mouka dekh rahi thi. Ab to me bhi wahaan jana nahi chahati."

Ali:"Theak hai phir chalo mere sath. Mere ghar chalo sab theak ho jayega."

Mona:"Pagal ho gaye ho kya? Kis rishte se sath chaloun? Kya har dost ko utha ke ghar le jate ho?"

Ali:"Par hum sirf dost hi to nahi. Isse barh ke bhi to ek rishta hai hum me."

Mona:"Kya aur kaisa rishta?" Dono ek duje ki aanhoun me kho chuke the aur saama tha ke bas tham sa gaya tha.

Ali:"Pyar ka rishta."

Mona:"Pagal ho gaye ho kya? Kis rishte se sath chaloun? Kya har dost ko utha ke ghar le jate ho?"

Ali:"Par hum sirf dost hi to nahi. Isse barh ke bhi to ek rishta hai hum me."

Mona:"Kya aur kaisa rishta?"

Ali:"Pyar ka rishta." Ye baat bina souche samjhe us kemunh se nikli thi. Youn keh lain ke dil me jo aarmaan pehli baar hi Mona ko dekh kar paida ho gaye tha aaj laboun pe aa hi gaye. Ye sun kar chand lamhoun ke liye Mona chup rahi. Pehli baar kisi ne youn igraar-e-mouhabat ki thi. In khamoush lamhoun me jo mouhabat ke paak ahesaas ko wo dono mehsoos kar rahe the aur jo wade aankhoun hi aankhoun me kiye ja rahe the wo bhala shabdoun me kahaan kahe ja sakte the? Aakhir Mona ne hi is khamoushi ko toda dheere se ye keh kar ke

Mona:"Pagal ho gaye ho kya?"

Ali:"Such poucho to wo to tumhe pehli baar hi dekh kar ho gaya tha. Phir bhi agar kisi ko pagloun ki tarha chahana aur ushi ke khayaloun me khoye rehna aur chahe din ho yaan raat ushi ke sapne dekhna pgalpan hai to haan me pagal ho gaya hoon."

Mona:"Tum ne aaj tak to aisa nahi kaha phir aaj ye sab kese?"

Ali:"Bhala itna aasaan hai ye kya? Tum souch bhi nahi sakti ke kitni hi baar kehne ko dil kiya par tumhe kho dene ka dar itna tha ke apne aarmanoun ko dil hi dil me marta raha aur ummeed karta raha us din ki jab tumhe apna dil dikha sakoun jis ki har dhakan me tum hi basi hui ho." Wo ye sab sun kar ek baar phir park ke bench par baith gayi. Ek ajab ahesaas tha ye. Kisi ko aisa kehte suna ke wo aap ko itna chahate hain. Sath hi sath abhi tak wo Mamta ke diye ghaou bhool bhi na oayi thi ke Ali ne itni badi baat is mouke pe keh di.

Mona:"To kya ye sahi mouka hai? Tum jante ho na ke abhi kuch hi der pehle mere sath kya hua hai? Aur ab ye sab? Mujhe samjh nahi aa rahi ke kya kahoun?"

Ali:"Me to aaj bhi na keh pata lekin dil ki baat pe aaj kabu na rakh saka jab tum ne hamre bech kya rishta hai pouch liya. me janta hoon tum pe kya beet rahi hai Mona aur is hi liye tumhara hath thamna chahata hoon. Ho sake to mera aetbaar kar lo. Wada karta hoon ke zindagi ke kisi bhi mour par tumhe thoukar nahi khane donga."

Mona:"Ye sab itna aasaan nahi hai jitna tum samjh rahe ho. Is pyaar mouhabat se bahir bhi ek duniya basti hai jis duniya me me ek garib teachcher ki wo beti hoon jo kal ko apne boudhe mata pita aur apni behan ke liye bhi kuch karna chahati hai. Aaj ye haal hai ke mere pe hi koyi chat nahi to apni zimedariyaan kese nibha paoungi? Aur aise me is pyaar mouhabat ke liye kahaan jaga hai? Ali tum bahut achche ladke ho. Kounsi aisi ladki hogi jo tumhare jaisa jevan sathi nahi pana chahegi? Par me wo ladki nahi jise tumhare paiwaar wale tumhare liye pasand karenge. Zara farak to dekho hum dono ke pariwaroun me. Kyun aisa koyi rishta shuru karna chahate ho jis ka anjaam bas dukh dard pe hi khatam ho?"

Ali:"Pyaar koyi karobaar to nahi jis ka nafa nuksaan souch kar kiya jaye. Ye to dil me janam lene wala ek aisa ahesaas hai jo lakhoun croroun ke bech me bas ek chere ko man me basa leta hai. Bhool jaao hum dono ke darmiyaan ke farak ko. Bas ye dekho ke tumhare samne jo khada hai wo bhi tumhari tarha ek insaan hai jis ke seene me tumhare liye hi dil dhadakta hai. Kya tumhare dil me bhi mere liye pyaar hai? Kya tum bhi mujhe us dewangi se hi chati ho jaise me tumhe chahata hoon?" Ek baar phir dono ke beech me khamosi a gayi. Dimaag tha ke keh raha tha Mona na chal aise raste par jis ki manzil koyi nahi aur dil tha ke keh raha tha ke jis safar me hamsafar hi sath na ho uski manzil pe pohanch jane ka bhi kya faida?

Mona:"Me bhi tumhe bahut chahati hoon." Dil aur dimaag ki is jang me aakhir kameyabi dilki hi hui. Mona ne sharma kar apni palkyain jhuka li aur uske khoubsurat gaal sharmahat ki waja se lal ho rahe the. Ali ka dil to khusi se pagal ho raha tha ye sun kar. Usne bade pyaar se Mona ka hath thaam liya.

Ali:"Tum souch bhi nahi sakti Mona ke aaj tum ne mujhe kitni badi khushi di hai. Me wada karta hoon ke tumhe kabhi tanha nahi chouronga."

Mona:"Mujhe tumhara aur tumhari mohabat ka aetabaar hai par Ali me apni zimedariyoun pe munh naho moor sakti."

Ali:"Aare keh koun raha hai tumhe? Tumhare mata pita kya mere mata pita nahi? Me wada karta hoon ke tumhara sahara banounga aur tum hari sab zimedariyaan aaj se meri hain. Hum mil ke in sab ko nibhayenge." Uski baat sun kar Mona ki aankhoun se do aanso chalak gaye. Par ye aanso khushi ke the. Ali ne bade pyaar se uske chaehre se aanso pouch diye.

Ali:"Aare pagli ab rona kaisa? Ab to hum apne jevan ka aghaaz karenge. Jitna rona tha ro chuki, ab tumhari aankhoun me aanso nahi aane chahiyain." Ye sun kar Mona kar chehra khil utha. Bhagwaan ke ghar der hai par andhear nahi. Wo souch rahi thi ke wo kitni khushnaseeb hai ke itna pyaar karne wala hum safar mil gaya hai usse.

Ali:"Aare kahaan kho gayi? Chalo ab kya yahin baithe rehna hai? Ghar chakte hain."Ye keh kar usne Mona ke hath se uska suitcase pakra aur garhi me rakhne laga. Thodi hi der me dono Ali ke ghar ki janib garhi me baith kar jane lage. Kya un donoun ke naye jeavan ki ye shuruwaat thi?

Thodi der baad dono Ali ko ghar pohanch gaye. Uske pita Aslam sahaab dukaan pe the aur aam toor pe to bade bhai Imraan bhi utne baje kaam pe hote the par us din tabiyaat kuch kharaab hone ki waja se ghar pe ruk gaye the. Drawing room me Mona ko baitha kar Ali uske liye cold drink lene chala gaya. Ushi duraan Imraan miyaan bhi unki awaaz sun kar kamre se nikal aaye. Jo dekha to ek ladki apne suitcase ke sath drawing room me baithi hui thi. Dukaan daroun ki yadashat bahut paki hoti hai. Ek nazar me hi pehchaan gaye ke ye woi ladki hai jo Ali ke sath unki dukaan pe aayi thi. Wo duniyadaar banda tha aur ek nazar me hi bhanap gaya ke majra kya hai?.....

Imraan ne ek nazar me hi pehchaan liya ke ye woi ladki hai jo Ali ke sath unki dukaan pe aayi thi. Wo duniyadaar banda tha aur ek nazar me hi bhanap gaya ke majra kya hai? Mona ne jab Imraan ko wahaan khade usse ghorte dekha to thoda ghabra gayi. Us din dukaan pe Ali ne bataya tha ke ye uske bade bhai hain is liye ye to usse pata tha ke wo koun hain?

Mona:"Namaste" Usne dheere se unhe dekh kar kaha. Imraan bagir koyi jawaab diye seedha rasoyi ki taraf chalne lage. Jab wahaan gaye to dekha ke unki dharam patni pakore tal rahi thi aur Ali glasoun me cold drinks daal raha tha. Ek to pehle hi se tabiyat kharab thi upar se Mona ko aise dekh kar usse najane kyun ghusa bhi char gaya tha.

Imraan:"Me pouch sakta hoon ke ye kya ho raha hai?" Us ne ghuse se poucha to uski dharam patni ne usse shanat karane ki koshish ki.

Aisha:"Kya kar rahe hain aap? Ghar me mehmaan aayi hai kuch to khayaal ki jiye."

Imraan:"Bin bulaye mehmaanoun se kese peesh aate hain mujhe bakhobi pata hai. Tum beech me mat bolo."

Ali:"Bhai dheere boliye. Ye fazoul ka tamasha karne ki kya zarorat hai?"

Imraan:"Me tamasha kar raha hoon? Ye ladki jisse tum uske boriye bistre ke sath ghar le aaye ho wo kya koyi kum tamasha hai?"

kramashah....................

Post Reply