Re: Horror Story Dead Never Lie ~ A Love Story
Posted: 19 Oct 2015 14:48
Raat ke kareeb 11 baj chuke the... Sabhi ko apne apne room mein gaye aadhe ghante se upar ho chuka tha.. Bister par leti huyi Shruti ki aankhon mein neend ka naamonishan tak nahi tha. Wah Rohan ke baare mein hi soch rahi thi.. Dopahar mein bedroom ki aur jaate huye Rohan ka usko rokna aur fir muskurate huye kahna ki 'ek baar sirf tumhara chehra dekhna chah raha tha..' ye baat uske dil ko chhoo gayi thi.. yakeenan ek baat toh sapast ho hi chuki thi.. Rohan ek sachcha pyar karne wala tha.. Nitin ki tarah usmein chhal kapat ya kisi tarah ka lalach leshmatra ko bhi nahi tha.. Usko mahsoos hua ki Rohan uske dil mein utar chuka hai.. Na utarne ki koyi wajah bhi toh nahi thi.. Rohan jaisa pati toh kismat waliyon ko hi milta hai..
Karwat lete huye Shruti tadap uthi jab usko khayal aaya ki rohan ke prati uska lagaav sirf ek chhalawa hai.. wah toh Nitin ke hathon ki kathputli ban chuki hai aur shayad jindagi bhar bhi uss'se nijat nahi pa sakti.. Rohan ke sath shadi toh uski khuskismati hi hogi.. par aage kya hoga? Shruti ne gahri saans li...
Achanak uska fone baj utha.. jo aaj hi Nitin ne usko khareed kar diya tha.. uske alawa kisi aur ki call ho hi nahi sakti thi.. uthkar usne apne purse mein se fone nikal aur kaan se laga liya,"Hello!"
"so toh nahi gayi ho na jaane man?" Nitin ki aawaj fone par ubhari...
"haan.. so hi gayi thi.. fone ki aawaj par uthi hoon..!" Shruti ne jaan boojh kar neend mein hone ka natak kiya...
" Ye sone ke din nahi hain idiot! kuchh karne ke din hain.. fir toh sari umar hi chain se sona hai.. jaldi mere room mein aao!" Nitin ne aadesh sa dete huye kaha..
"par.. iss waqt.. yahan..." Shruti tadap si uthi...
"tum kintu parantu bahut karti ho.. chup chap jaldi bahar nikal kar beech wale bedroom mein aa jao.. sab so chuke hain..!" kahte hi Nitin ne fone kaat diya...
Apne gusse ko phone patak kar utaarne ki koshish karti huyi Shruti uthi aur dressing table ke saamne khadi hokar apne kapdon aur baalon ko durust karne ke baad bahar nikal gayi...
---------------------------
"aao meri jaan.. jara darwaja band kar lo!" nitn ne uske andar aate hi kaha..
kuchh khayal aate hi glani mein Shruti ne munh fer liya..," Mujhse ab ye sab aur nahi hoga.. pls!"
"arey.. main kab kuchh karne ko kah raha hoon apne sath.. ha ha ha.. ye batao, sab theek se lapet liya na Rohan ko...!" Nitin ne poochha...
"Nahi.. unhe meri kisi baat ka visvas nahi hua mujhe lagta hai.. tum ye koshish chhod hi do toh achchha hai...!" Shruti ne jaanboojh kar aisa kaha....
"par.. mere saamne toh aisi koyi baat nahi kahi usne.. iss baare mein koyi jikar tak nahi kiya.. na hi koyi aur sawaal poochha.. tum ye kaise kah rahi ho ki usko visvas nahi hua?" Nitin vichlit sa hota hua bola...
"ho sakta hai unhe tum par bhi shak ho gaya ho.. isiliye na kaha ho tumse.. par unhone aise bahut se sawaal kiye the jinka mein jawab nahi de payi.. aur tum bhi nahi de sakoge.. aakhir mein dekh lena.. na tum kahin ke rahoge aur na hi main.. pls.. ye natak band karo ab.. abhi toh hum ye bhi kah sakte hain ki tum majak kar rahe the.. apne sath mujhe bhi iss daldal mein mat ghaseeto pls.. jo hona tha ho chuka.. meri ijjat se tum khel hi chuke ho.. kyun mujhe jaan dene par majboor kar rahe ho..." Shruti ek hi saans mein bolti chali gayi...
"Tumhe galatfahmi hai.. wo baaton ko parakh kar dekhne ke najariye se nahi sunta... wo sabko apne jaisa hi samajhta hai.. waise aisa kounsa sawaal kiya tha usne.. jiska jawaab tum nahi de payi...?" nitin ne poochha...
"mujhe yaad nahi hai.. pls mujhe jaane do wapas.. apne ghar.. main tumhare hath jodti hoon.." Shruti gidgidati huyi ghutno ke bal baith gayi.. aur subakne lagi...
"Tum aise haar maan gayi toh mera kya hoga..? bolo.." Nitin ne uthkar uske kandhe pakde aur khadi kar diya.. Shruti poori tarah toot chuki thi," Main apni jaan de doongi..!"
"Tumhare akele ke jaan dene se kaam chal jata toh main tumhe pahle hi marne ki salaah de deta... par agar tumne aisa kiya toh tumhari movie sabse pahle mein tumhare hi ilaake mein bechoonga.. socho tumhare bapu par kya gujaregi.. wo na ji payenge aur na mar payenge.. unki bhi toh kuchh socho!" Nitin ke chehre par kutsit muskaan ubhar aayi...
Shruti ka antarman bilbila utha," bapu ke baare mein aisa kyun kah rahe ho.. ? main kar toh rahi hoon sab kuchh.."
"shabash! isi hounsle se kaam karogi, tabhi baat banegi.." Nitin Almari ke paas gaya aur wapas mudte huye bola," Lo! ye pahan lo!" kahte huye usne gadhe neele colour ki ek jheeni si nighty uski aur uchhal di.. Nighty ka kapda bahut hi hulka aur patla tha..
usko dekhte hi Shruti Bilakhti huyi boli," par tumne wada kiya tha ki dobara tum mere sath ye sab nahi karoge... kyun mujhe jinda lash banane par tule huye ho.."
"jab tak tum mera kaha maanti rahogi, main apna wada nahi todoonga.. haan.. tumhare sawaal aur shikaytein agar yunhi badhti rahi toh ek baat bata deta hoon.. 'wade' mere liye koyi khas mayne nahi rakhte.. main kisi bhi wade ko todne se nahi hichkoonga agar tumne meri ek bhi baat nahi maani toh... jao bathroom mein jakar isko pahan lo.. !" Nitin ne kaha aur darwaja band karne laga....
Aankhon mein aansuon ka samandar samete Shruti bathroom mein chali gayi....
Shruti bahar aayi toh uske hushn ka jalwa dekhte hi ban raha tha.. Nighty uske badan chipki huyi har hisse ko ujagar si kar rahi thi. Sharmindagi aur jillat se taar taar ho chuki Shruti sir jhukaye baar baar apni nighty ko neeche kheenchne ki koshis karti par uski chhatiyon ka uthan nighty ko wapas upar kheench leta... aur uski lagbhag nangi chikni jaanghein fir se dekhne wale ko pighalne ke liye majboor sa karne lagti...
Wah subak rahi thi...
"haye.. iss jawani par koun nahi mar mitega.. main toh faansi par bhi chadhne ko taiyaar hoon.." nitin ne usko dekh kar muskurate huye kaha..," Ek baar aur bus!"
"Nahi.. mujhe hath bhi mat lagana pls.. main pahle hi toot chuki hoon.. mujhe marne par majboor mat karo!" Shruti bilakhte huye boli...
"main majak kar raha tha.. ab ye rona dhona chhodo.. aur rohan ke kamre mein jao!" Nitin achanak serious ho gaya....
"kya? aise?" Shruti chounk padi.. aur aascharya se Nitin ki aankhon mein dekha...
"haan.. aise.. aao, bister par aakar baith jao.. Main samjhata hoon ki tumhe kya karna hai...aaj maine tumhe rohan ke liye hi taiyaar kiya hai.. ab ye mat kahna ki uske sath bhi nahi karoongi kuchh.. main pahle hi bahut sabra kar chuka hoon.. ab jyada sahan nahi hoga mujhse.. aur dhyan rakhna ye hamare plan ka sabse jaroori hissa hai.." kahte huye Nitin usko sari baat samjhane laga... Shruti nistabdh si wahin khadi khadi uski baatein sunti rahi...