pyaar ma zindagi barbad bhi hoti hai

romantic stories collection, all English or hindi romantic stories, long romantic stories in English and hindi. Love stories collection. couple stories..
User avatar
sexy
Platinum Member
Posts: 4069
Joined: 30 Jul 2015 19:39

pyaar ma zindagi barbad bhi hoti hai

Unread post by sexy » 01 Aug 2015 14:59

Hiii…my name is shruti … pyaar ma zindagi barbad bhi hoti hai aur life bhi bana dati hai pr mra sath aasa nhi hua … pta nhi ajeeb se dastan hai zindagi mai us se… mri story kuch asi h …. hmri story fb se shuru huhi hm dono me bhot chiza common thi phla hmna normale baat ki 3-4 din phr usna mra phone numb maga mana as a frnd usko numb diya trust kr k hmna baat ki phr kuch dino me usna propose kiya hm ek hi city me rahta hai phla propose to fb pe hi kiya tha usna kha ki mai tumha force nhi kr raha mana kha jab mujha pyar hoga tab mai khud bta dugi

phr mujha bhi pyar ho gya mana bhi fb pe hi kha i love you usna seriously nhi liya tha usna mujha milna ko kha lakin mai darti thi qki mai dekhna mai acchi nhi thi na smart thi milna k liya ignore karti rahti thi ek din mujha bhot gussa aara tha us raat wo mri colony ma aaya mai bhot dari huhi thi usna kha shruti i love u kya tum mujhase pyar karti hu mana yes kha diya phr online aa ka bar bar khta rah sach btana kya tum mujha pyar karti ho ya nhi mana kha han han han karti hu wo bhot care karta tha mri aur mai.. bhi

ek din hmna milan k liya decide kiya church pe mai gyi aur wo bhi aaya but late thoda but i ignore it hmna jada baat nhi ki mra pass time kam tha aur uska dost bhi tha hm apni baat kisko nahi btana chata tha isliya…

baat hoti rahi bich ma kuch dino k liya baat band ho gyi qki uska mama aaya hua tha usa apna mama se dar lagta tha us se puchti bhi thi wo nhi btata tha laga wo chod kr chala gya pr nhi sab sahi ho gya phr asa hi baat hoti rahti thi hm daily raat ma baat karta tha 12-1 bja tak sab sahi chal rah tha 2-3month se mujha dhoka se bhot dar lagta hai aur lagta tha usa mai hmsha khati thi ki agar mai kabhi bhi apko dhoka du to dhoka dana se phla mai khud mar jau gi….

wo gussa bhot karta tha aur khata tha ki shruti ek baat k dhiyan rhaa mujha kabhi gussa mat dila diyo… phr ek din usa gussa aa gya mri kisi baat pe pr mai samjhti hu ki wo itni baadi baat nhi thi jitna usa gussa aaya usna kha ki tu dhokabaj hai mana tujhse pyar kiya aur tuna jhut bola usna mri baat na samjhi na socha jo aaya muh me bol diya gali bhi di mai roti rahi usna kha aur tra aur koi bf h bhot ladka h tra picha wo call pe call karta rah us time papa bhi ghar hi tha usna kha bhar nikal ghar se jo hoga dakha jyga apna papa ko bula but thank god wo thanda ho gya jab se hi wo mujhse dur rahna laaga i mean jsa phla hmri baat hoti thi ab wsa nhi hoti thi

mai bhot pyar karti thi ab wo care bhi nhi karta tha wo mujhse hr choti se choti baat pe chodna ki baat karta tha but mai usa pyar karti thi bhot kuch suni mana uski…

but mana uski hr baat ignore ki gussa mujha bhi aata tha shayad us se jaada pr mai usa khona se darti thi mai ya nhi khati ki wo mujhse pyar nhi karta care nhi karta bewfa hai NO i never say that …. mri life mai koi nhi -tha uska siwa ….

hma aasa hi kam se kam 7-8 month ho gya milna ko khati thi but nhi milta tha wo khata tha ki kisi din tujha bhot bada sprise duga phr se ignore karti rahi hm us din k baad se nhi mila wo serf phli mulakat thi zindagi ki ……

khata hai ki mri life ma jo aaya ga uski life ma bhot problems aaya gi uska sath yahi hota tha bhot problems hoti thi bhot chot lagti thi mood nhi sahi rahta tha ek din uski bhot tabyaat khrab ho gyi us time bhi wo mujhse naraj tha wo hospital ma tha mana socha wo mujhse baat nhi karna chata ab but mujha apna pyar pe trust tha ki wo naraj ho sakta h pr mujha chod nhi sakta uska dost se pucha usna mujhko btaya ki wo admit hai mai bhot roti thi pr us din khud pe bhot gussa aara tha ki agar mai uski life ma nhi aati to ya sab nhi hota

sad rahti thi but aasu nhi aaya pta nhi q then usna call ki mna resive ki muh se aawaj bhi nhi nikl rahi thi dil bhot taj se dhadk raha tha usna kha ki raat me online mil mana kha bs thik h baat ki pr mana us din decide kar liya tha ki mai chod kr chali jaau gi so wo hi hua usa chod diya shayad wo aj nafrat karta hoga mujhse bewfa samaj rah hoga …

but mai bewfa nhi hu mana apni wafa dikhi mra uska bina rahna ek saja se bhi batar saaza h ya bhot roti hu jeena k bhi man nhi karta aj phr akeli rah gyi mri hr dua ma uski slamti rahti h mri jaan ko kuch na ho hr pal usa khush rakha aur mri yadd na aaya… …. mujha maaf kr da ….A ….

Post Reply