Dark magic.. story of two sisters. - thriller story
Posted: 26 Jan 2016 09:08
full update 1a + 1b
Kapaltantar ki baat sunn kar uske chelon ki aankhein hairat ki jiyadti k karan fatti ki fatti reh gayi,,, jbki lambhi safed dhadhi or drawani aankhon waley kapaltantar ke budhey honthon par thirak rahi muskan khud ba khud keh rahi thi ki apne chelon ko hairan karke woh aanadit ho utha hai.....
kamrey k batawaran ko drawna kaha jaye toh behtar hoga----- khusbhoo k sthan par badboo ugalne wali agarwation k dhuyein se batawaran bhara padda tha---- suyar ki khal k baney aasan par baithey kapaltantar k bhari bharkam jism par kala choga tha!!!!! safed or lambey baal kandhon par jhool rahe the!!!! budhey mastak par bakrey k khoon ka lambaaa teeka laga huya tha or galey mein padhi thi narmundo ki malaaa!!!!!!!!
uske theek samney ek hawan kund tha!!!!!!! kund mein "lobhan" jal raha tha!!!!!! kamrey mein bohat madhim parkash tha, magar itna kamm b nahi ki abhi tak moonh failaye kapaltantar ki taraf dekh rahe uske chelon ko uski chehrey ki bhaw najar na aa rahe ho... woh kapaltantar k dayein bayein bethey the, dono k jism par kala choga tha, mastak par bakrey k khoon ka tilak!!!
hawankund k uss traf, kapaltantar k theek samney ek jawan kintu kuroop or moti aurat ki laash padhi thi -- aurat ultey tawey jitni kaali he nahi balki chechak k dhaag, pakodey jaisi naak, or pathrai aankhon k karan behad darawani najar aa rahi thi !!!!!
chitt aawastha mein padhi chhat ko ghoorty c najar aa rahi thi woh !!!!! laash gheeli thi ! lambey kaaley or ghaney baal uske sir k aas paas chhitraye padey the....
kapaltantar ne apni aankhein laash par tikka di or bola -- "ise shayad kisi ne ghalla ghont kar mara hai" !!
ek chele ne kaha -- " lekinnn humne toh isko nehar se nikala hai" !!!
"jo b huya ho, lekin kuch dair baad ise uth kar khadhi hotey dekhogey !!" kapaltantar ne rahasmay or garbili muskaan k sath dowara kaha, jisey sunkar pichli baar uske chele hairan reh gaye the , left side wala chela ne kaha -- " hum samjh nahi paye maharaj, aakhir aap iss lash ko kaise jeevat kar saktey ho???"
♥part 1b♥
"samjhnaa baad mein, pehley dekho!!" kehne k baad suyar k aasan par baithey kapaltantar ka sharir ab tak dheela najar aaraha tha woh tann gaya -- gardan ko thodhi lambhi kar k chehra uper utha liya -- woh saaf saaf apni reedh ki hadhi par baitha nazar aa raha tha, aankhein band karta huya bola -- meri taraf nahi laash ki taraf dekho !!"
chelon ki mundi laash ki taraf ghoom gayi....
dil dhaadh dhaadh karke bajj rahe the....
karoop aurat ki bhyanak laash ko iss trah dekh rahe the woh mano sakshaat taajmehal ko chandni chownk mein matargasti kartey dekh rahe ho -- beech beech mein kapaltantar ko b dekh lete the, magar woh har baar aankhein band kiye, reedh ki hadhi par baitha najar aaya !!!!!!
ek min gujra
do mint gujrey teen chaar panch !!! or fir bees mint gujar gaye !!
chelon ko lagne laga , vaisa kuch nahi hone wala jaisa kapaltantar ne kaha tha magar laash ki taraf dekhtey dekhtey aachanak woh uchal padey, balki gighgi bandh gayi unki!!!!
maarey kauff k rongtey khadhey ho gaye!!!
laash ki nistej aankhon mein jyoti lot tey unhonne saaf dekhi thi!!!!
fir laash ne palkein jhapki !!!
chelon ki saansein rukk gayi !!!
dilon ne dhadkna bnd kar diya !!!
unki halat jagti aankhon se sapna dekhne waley insaano jaisi thi or uss waqat toh dono k halak se cheekhein he jo nikal padhi jb laitey he laitey laash ne gardan ghooma kar unki taraf dekha!!!!
m m maharaj maharaj !! ek chele ne mimiyaa kar samadhileen kapaltantar ko pukara !!!!
"darro nahi gajanan , mai idhar hu !!" kapaltantar ki aawaz lash k halak se nikali or uss pal toh chele peepal ke shookhey paton ki trah kaanmp uthey woh jb laash ko uthkar baithtey dekha karoop aurat k motey or bhadhey honthon par wohi muskaan thirakti najar aaii jo kuch pal pehley kapaltantar ke honthon ka shinghaar bani hui thi!!!!!!!
"aaa aap maharaj" dusrey cheley ne kuch kehne ka pryaas jaroor kiya magar khaufff or hairaani k karan halak se bol na foot paaye -- woh kbhi smadhileen kapaltantar ko dekh raha tha orr kbhi muskurati aurat ko or aurat ke moonh se fir kapaltantar ki aawaz nikli -- " arrey wahan mere pichley shareer mein kuch nahi chakarwat (toh dusrey chele ka naam chakarwat hai) -- main yahan iss naye shareer mein hu!!!!!!!!!!
"yeh aap kya keh rahe hain maharaj?" gjanan ghighiya utha!!
"mere pehle shareer ko chhedh kar dekho, use smadhi se bahar laane ka paryaas kro aurat k moonh se awaaz nikli!!" chakarwaat kapaltantar k pass he baitha tha -- himmat kar ke unke jisam ko chhedhta huya bola "maharaajjjj mahaaa..... shabad aadhoorey reh gaye !!
kapaltantar ka bhudha jisam laash ki trah ludakkk gaya !!
chakarwaat ghabra gaya !! gjanan bhokla gaya tha !!
kamrey mein kapaltantar ki khilkhilane ki aawaz gunji !!!!!
kaali - bhujang orrr dharawni aurat k halak se nikalne wali woh khilkhilahat itni bhyanak thi ki hamesha kapaltantar k sath rehne waley uske dono chelon ke hosh udhhh gaye - uthkar kamrey se bhaagh jane ka zeeee chaha unka magar kapaltantar ki narajgi ki karan aisa nahi kar sakey !!!
paasine paasine ho chukey gjanan or chakarwat abhi apne hosh theekane nahi laa paye the ki aurat k halak se fir kapaltantar ki aawaz nikli -- " ghawrao mat , darne jaisi koi baat nahi hai !!"
"magar maha maharaj !!" chakarwaat ke halak se ek ek shabad badhi mushkil se nikal raha tha - " yeh yeh kya chamatkaar hai ?"
"yeh chamatkaar nahi mere beto , parkaya parawesh hai - orr meri kai saalon ki sadhna puri hui hai !!" uske chehrey par garv or aanand k bhaawh gardhish kar rahe the !!!
"lekin maharaj !" gjanan ne sahas kiya - " sab kuch apni aankhon se dekhne ke bhawzood hum yakeen nahi kar paa rahe ki aap iss marri hui aurat k jism mein aaaa chukey hain , aakhir .... aakhir aisa kaise ho sakta hai ? "