Ek Aurat ki Dastaan

Horror stories collection. All kind of thriller stories in English and hindi.
rajaarkey
Platinum Member
Posts: 3125
Joined: 10 Oct 2014 10:09

Ek Aurat ki Dastaan

Unread post by rajaarkey » 13 Oct 2014 09:51

Ek Aurat ki Dastaan--1

Hansi ki raah me gam mile to kya karein,

Wafa ki raah me bewafa mile to kya kare,

Kaise bachaye zindagi ko dhokebazon se

Koi muskura ke dhoka de jaye to kya karein

Rail gaadi Rajnagar platform se dhire dhire aage sarak rahi thi.. Sabhi yatri afra tafri me train ki taraf bhaag rahe they.. Koi bhi aadmi uss train ko miss karne ke mood me nahi tha.. Inn sab kaarano se station par bada shor ho raha tha..

Par uss train par koi "aisa bhi tha" yaa yun kah len ki "aisi bhi thi" jo inn sab se anzaan ek khidki par baithi hui thi.. Ab halki halki baarish shuru ho gayi thi aur train ne apni puri raftaar pakad li thi.. Baarish ki choti choti boondein uske gore gaalon aur gulabi hothon ko bhigo rahi thi par use kisi cheez ki bhi parwah nahi thi..

Wo ek 25-26 saal ki ladki thi jo chehre se kisi achche ghar ki maaloom hoti thi.. Chehre par ajeeb si maasumiyat thi par kahin na kahin uske chehre me dard bhi chupa hua tha.. Chehre par ajeeb sa sunapan tha jise samajh paana kaafi mushkil tha..par ek baat jo koi bhi bata sakta tha ye wo tha ki usne jeevan me bahut se dukh dekhe hain ya yun kahen ki Dhokhe khaye hain.. Zindagi se use kadam kadam par thokar hi mili hai..

Uske chehre ke bhaav achanak badalne lage.. Kabhi uske chehre ki lakeerein khusi ko darsaati to kabhi gam ke baadal uske chehre par dikhne lagte.. Shayad apni beeti hui zindagi ko yaad kar rahi thi wo... Haan yahi to kar rahi thi wo... Apni beeti zindagi ko yaad...

Chalte chalte rukne ki aadat hogayi hai,

Biti batey dohrane ki aadat hogayi hai..

Kya khoya, kya paya.. Kuch yaad nai,

Ab to logo se dhoka khane ki aadat si hogayi hai...

"Beti subah ke 9 baj chuke hain.. Aaj uthna nahi hai kya..?"

"Sunday hai papa kam se kam aaj bhi sone do naa.." Apne papa ke haath me pakdi hui Rajayi unse chinte hue phir apne oopar daal li aur so gayi..

"Are beti aaj tere college me cultural programs hain... Bhool gayi kya..? Jaldi se taiyyar ho jaao warna late ho jaaogi.." Uske pita ne use fir uthane ki koshish ki..

"Kya papa sone do naa... Abhi bhi 2 ghante baaki hain... Program 11 baje se hai" Uss ladki ne Rajayi se apne kaano ko Daba liya..

"Are Beti maine jhooth kaha tha... 10:30 baj chuke hain ab jaldi se taiyyar ho jaao.." Uske pita ne raaz khola..

"Aap jhooth bol rahe ho Papa" Ye bolte hue wo apni table par rakhkhi ghadi ki taraf ghoomi...

"Oh no.. Yahan to sach me 10:30 abj chuke hain.." Wo uchalti hui bistar se uth gayi aur towel uthakar sidha bathroom me ghus gayi..

Jab bathroom se wapas aayi to paaya ki ghadi me abhi 9:30 hi hue hain... Ye dekhkar use Apne papa ki chaal samajh me aa gayi..

Wo daudti hui apne kamre se bahar aayi aur seedhiyon se utar kar hall me pahunch gayi.. Hall me dining table par baithe uske pita uska intezaar kar rahe they..

"Aao aao beti.. Chalo naashta kar lete hain.." Uske pita ne apni beti ke chehre par naarazgi ko bhaanp liya tha..

"Kya papa aap bhi naa, mujhe jagane ke liye ghadi ki timin hi change kar di..?"Usne muhn banate hue kaha...

"To beti ismein bura kya hai... Hamare poorvaz bhi kah gaye hain... Ki subah jagne se chaar cheezon ki prapti hoti hai... Aayu, visya, yash aur Bal" Uske Pita ne roz ki tarah hi wohi shabd dohra diye jo wo roz dohrate they...

Ye sunkar uski beti ne phir muhn fula liya... "Papa aap bhi naa mujhe sone nahi dete" Usne ek baar fir naarzgi bhare swar me kaha..

"Agar meri beti soyi rahegi to apne Papa se baat kab karegi.. Raat ko jab main aata hun to tum so chuki hoti ho... Yahi to ek time hota hai jab main tumse mil pata hun..." Itna bolkar uske papa ne uske komal gaalon par apne haath fere... Ye sunkar wo apne pita ke gale lag gayi..

"Oh papa I'm sorry... I always hurt you.."

"Koi baat nahi beta... Choton se galtiyaan to hoti rahti hain..par badon ka ye farz hai ki wo use maaf karen..

Khair jaane do... Chalo naashta karte hain.."

"Haan chaliye papa" Ye bolkar wo dono naashta karne lage aur ek naukar unhe khaana parosh raha tha... Bade hi khush they dono baap beti...

"Thakur Villa" Ye naam tha uss haweli ka jisme wo dono baap beti rahte they.. Thakur khandan ka desh videsh me bahut bada kaarobaar tha aur Thakur Prem singh akele use sambhalte they.. Haan, uss ladki ke Pita kaa naam tha Prem Singh aur Uski ek hi laadli beti thi jise usne bachpan se apne seene se lagakar paala... Uski maa bachpan me hi prasav ke dauran hi guzar gayi thi aur apne piche chhod gayi thi iss nanhi si jaan Sneha ko... Sneha... Yahi to naam tha uski fool jaisi bachchi ka.. Rajnagar ki shaan tha wo khandaan... Thakur Khandaan...

" Jism ke har kone se, Khushboo Tumhaari aati hai..

Jab bhi Tanha hota hun, Yaad Tumhari aati hai.. "

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..

Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehte ho Tum.."

"Ho gaye Tumse juda, Kitne badnaseeb hain hum..

Rootha humse aaj mera khuda, Kitne fakeer hain hum.."

"Wah wah..wah..wah.. Kya shayari arz ki hai dost... Tumhein to shayar banna chahiye.." wahan para baithe saare ladke ek saath taaliyan baja uthe..

"Kya khaak shayar banna chahiye... Ye bhi koi shayari hai... Dinbhar dukh bhari shayari karta rahta hai aur hamara dimag kharab karta rehta hai..huh.. Main sunata hun shayari.. Gaur se sunna.."

Jab choot se lund takrata hai, mat puchiye kya maza aata hai,

Jab choot se lund takrata hai, mat puchiye kya maza aata hai..

Tangon ko utha, kuchh chhot dikha, mere lund par zara haath fira

Yeh choot khushi mein hansti hai, lund bhi hilta hai masti mein,

Ab khol de apni choot ko tu, yeh lund mera farmata hain,

Jab choot se lund takrata hai, mat puchiye kya maza aata hain,

Lund bhadka hai jaise koi bhoot, Jab se dekhi hai issne choot,

Andar bahar chode ga lund, Dhakke mare ye zoron se

Choot bhi paani chhode gi, lund mera yahi batata hain,

Jab choot se lund takrata hai, mat puchiye kya maza aata hain.

rajaarkey
Platinum Member
Posts: 3125
Joined: 10 Oct 2014 10:09

Re: Ek Aurat ki Dastaan

Unread post by rajaarkey » 13 Oct 2014 09:52

"Wah wah..." Itna bolkar saare ladke ek saath tahake lagakar hasne lage... Ravi ne sabko aadab kiya...

Uski ye shayari sunkar wahan baithe Raj ko haste haste pate me dard hone laga... Pahli shayari usi ne boli thi par wo ek dukh bhari shayari thi par ye adult shayari sunkar wo Ravi ki kaabiliyat ki daad diye bina naa reh saka...

"Yaar tu jab bhi bolega to muhn se haagega hi.." Usne Ravi ki taang khinchte hue kaha...

"Kyun be.. Tu mujhe apni tarah banana chahta hai..jo ki hameshaa dukhi rehta hai... Tujhe kya lagta hai... Main tujhe nahi dekhta...? Kayi dino se dekh raha hun.. Tu bahut khoya khoya sa rahta hai... Tu har kisi se ye baat chupa sakta hai par mujhse nahi... Bata kya baat hai... Bata naa yaar..." Ravi ne jidd karte hue kaha... Wo bahut dino se dekh raha tha ki Raj kahin khoya khoya sa rehta hai... Wo class me to reahta tha par uska dimaag kahin aur rehta tha.. Usne doston ke beech rehna bhi kam kar diya tha... Kisi se jyada baat nahi karta... Koi iska kaaran puchta to bahana bana deta ki kuch dino se tabiyat kharab hai... Har koi uske jhooth ko maan leta.. Par Ravi uske bachpan ka dost tha...

Dono saath saath bade hue they aur har dukh sukh me ek dusre kaa saath diya tha.. Yahan tak ki jab dono saath hote they to ek hi thaali me khaana bhi khaate they... Aur maze ki baat to ye thi ki dono ka "First Crush" bhi ek hi tha... Aur jab dono ko ye baat pata chali ki dono ek hi ladki se pyaar karte hain to unn dono ne ye kasam khaayi ki kuch bhi ho jaaye ..chahe koi bhi majboori ho par ek ladki ko kabhi apni dosti ke beech nahi aane denge.. Pura college unki dosti ki daad deta tha..

"Are dekh dekh udhar dekh... Aa gayi apne college ki Dream Girl.. Har dilon ki dhadkan..." Ravi ne Raj ka gala pakad kar uss taraf ghuma diya jidhar se wo ladki aa rahi thi...

Agal bagal me baithe saare ladke muhn phaade use dekh rahe they... Kya figure tha uska.. Kya honth they aur kya nain naksh... Aisa lagta tha jaise khuda ne uske jism ke ek ek ang ko badi fursat se banaya hai... Wo koyi aur nahi balki Sneha thi.. Sab log uski sundarta ke diwane they.. Kya student..kya professor... Yahan tak ki lady proffesors ki niyat bhi dol jaati thi uss Mallika-e-husn ke deedaar se...

Husn Pariyo Ka Aur Roop Chand Ka Churaya Hoga

Khoobsurat Phoolo Se Hoto Ko Sajaya Hoga

Zulf Bhikre To Ghatao Ko Aaye Pasina

Badi Fursat Se Rab Ne Tujhe Banaya Hoga

Raj ke muhn se achanak ye shayari sunkar Ravi ko kuch hairaani hui... Usne Raj ki taraf dekha to paaya ki wo kinhi khayalon me gum hai... Uski nazrein Sneha par hi tiki hain... Uski palkein ek baar bhi nahi jhapak rahi thi... Ab Ravi ko kuch kuch samajh me aane laga tha ki ye chakkar kya hai...

Hum bhool gaye re har baat magar tera pyaar nahi bhoole

Pure hall me Lata mangeshkar ji ke gaane ki ye pahli line sunte hi sannata chaa gaya.. Sablog iss aawz ke jaadoo me mantramugdh hokar stage ki taraf dekhne lage... Kitni surili thi wo aawaz..bilkul waisi hi jaisi kisi koyal ki hoti hai...

Jab barsat ke dino me paani ki boondein patton par girkar kisi sitar ki tarah surili aawaz karti hain... Bilkul waisi thi wo aawaz... Kisi bhi insaan ko sapno ki duniya me le jaane ke liye kaafi thi wo aawaz... Aisa lag raha tha ki jaise swarg se koi apsara utar aayi ho jo apni madhur aawaz se sabko sammohit kar rahi ho...

kyaa kyaa hua dil ke saath

kyaa kyaa hua dil ke saath..

magar tera pyaar nahi bhoole hum bhool gaye re har baat magar tera pyaar nahi bhoole duniya se shikayat kya karate

jab tune hame samaja hi nahi

Duniya se shikayat kya karte

jab tune humein samjha hi nahi..

Gairo ko bhala kya samajate jab apanon ne samaja nahi

tune chhod diya re mera haath

tune chhod diya re mera haath

magar tera pyar nahi bhoole

Kitna Dard tha uss aawaz me... Aisa lag raha tha jaise gaane wali ke saath hi koyi aisi ghatna hui ho jise bhoola paana bahuy mushkil tha... Darshak dirgha me baithe log mann hi mann uski tareef kar rahe they... "Tumne kabhi socha tha ki iski aawaz aisi hogi..?"

"Nahi yaar.. Jaisa iska tann waisi iski aawaz... Sach me khuda ne bahut fursat se banaya hoga iss anmol cheez ko"

"Haan yaar badi hi surili aawaz hai...mann to karta hai iske gulabi hothon par abhi jaakar chumban jad dun.."

"Abe chup kar bhonsdike... Kisi ne sun liya to abhi tere gand ki band baja daalenge.."

Darshak Dirgha me baithe ladkon me kuch aisi hi baatein chal rahi thi.. Yaa yun kahen ki fusfusahat chal rahi thi... Har koi diwana tha uss ladki kaa... Har koi....

Inn sab baaton se anjaan wo apni surili aawaz me gaaye jaa rahi thi..

kyaa kyaa hua dil ke sath

kya kya hua dil ke saath

magar tera pyar nahi bhoole

hum bhool gaye re har baat magar tera pyar nahi bhoole

kasame khakar wade tode

hum phir bhi tujhe naa bhool sake ksame khakar waade tode..

Hum phir bhi tujhe naa bhool sake

zoole to pade bagon mein magar hum bin tere na zool sake

sawan mein jale re din raat

Sawan mein jale re din raat

magar tera pyar nahi bhoole

kyaa kyaa hua dil ke sath

kyaa kyaa hua dil ke sath

magar tera pyar nahi bhoole

hum bhool gaye re har baat magar tera pyar nahi bhoole

Jaise hi gaana khatam hua...pura hall taaliyon ki gadgadahat se gunj utha...Usne aaj cultural function me aisa sama bandha tha ki saare darshak mantramugdh hue bina naa reh sake... Ek chumbakiya aakarshan tha uski aawaz me.. Aaj sab ne jaan liya tha ki Sneha ki sirf aawaz hi nahi balki uske jism se judi har ek cheez sundar thi...

"Abe... Kahan khoya hua hai...." Ravi ne Raj ki aankhon ke aage haath lahraya...

Gaana khatam hone tak Raj ki nazar ek baar bhi stage se nahi hati thi... Wo ek tak Sneha ko dekhe jaa raha tha... Aisa lag raha tha ki jaise wo usme sama jaana chahta ho... Uski sundarta ka ras peena chahta ho...

Aur ye baat Ravi se chipi nahi thi... Wo saaf saaf samajh gaya tha ki ho naa ho... Raj ke dil me Sneha ke liye koi naa koi jazbaat jarur ghar kar gaye hain...

"Are kuch nahi yaar bas aise hi.." Raj ne bahana banate hue kaha... Par wo jaan gaya tha ki uski chori pakdi gayi thi aur ab uski baat jyada der Ravi se nahi chup sakti thi...

"Saale main tera dost hun... Mujhse tu nahi chupa sakta apni baat... Bata.... Tu sneha se pyaar karta hai naa...?" Ravi ne ab sidha war karna hi theek samjha...

"Abe ye kkk...kya bbb...ol raha hai... Main aur pyaar... Nahi nahi ye ho hi nahi sakta..." Raj ki haklati aawaz me jhooth ki jhalak saaf dikh rahi thi...

"Apne dost se jhooth bolega...."

"Nahi yaar main jhooth kahan bol raha hun...." Tabhi hall me kuch announcement ki aawaz aane lagi jisse unn logon ka dhyaan tuta...

"Bachchon... Aaj meri beti Riya ka janamdin hai... Issliye main aap sab ko apni beti ki birthday party me invite karna chahta hun... Jinhe bhi mann kare wo nisankoch padhar sakte hain..." Stage par khada college ka Principal apni beti ke janamdin par sabko invite kar raha tha... Sunne me atpata lagta hai par iska kaaran ye tha ki uski beti bhi usi college me padhti thi isliye wo chahti thi ki uske college ke saare ladkon ko invite kiya jaaye...

"Jarur jaayenge yaar... Ye Principal ki beti Riya bahut badi maal hai..." Ravi ka dhyaan ab Sneha wali baat se hat gaya tha..

"Abe chup kar... Ladki dekhi nahi ki laar tapkana shuru... Chal ghar chal... Shaam ko fir party me jaana hai..." Raj ne Ravi ke sar par ek thappad maarte hue kaha...

"Haan chal yaar...chalte hain." Dono hall se bahar aa gaye aur bike utha ke chal diye ghar ki taraf..

kramashah.....................

....

rajaarkey
Platinum Member
Posts: 3125
Joined: 10 Oct 2014 10:09

Re: Ek Aurat ki Dastaan

Unread post by rajaarkey » 13 Oct 2014 09:53

Ek Aurat ki Dastaan--2

gataank se aage..........................

.

"Aur beta.. Batao ghar me sab kaisa chal raha hai..?"

"Sab theek hai uncle... Aap to jaante hi hain ki Maa Pitaji ke marne ke baad.. Main kitna akela ho gaya hun... Business ka sara bojh mujhpar hi aa gaya hai... Bahut akela mahsus karta hun.. Isliye akelapan dur karne ke liye kuch dino ke liye America se Rajnagar aa gaya hun apne Papa ke puraane bunglow par.."

"Haan..ye tumne bahut achcha kiya beta... Kisi bhi cheez ki dikkat ho to behichak mujhe batana.. Main turant hi usska niwaran kar dunga.."

"Haan uncle... Bilkul.. Ismein bhi koyi kehne wali baat thode hi hai... Ye bhi apna hi ghar hai..." Uski laalchi nazrein pure ghar ko dekh kar mann hi mann uski taarif kiye bina naa reh saki.... Wo khud ek bahut bade businessman ka beta tha par aakhir tha to insaan hi.. Aur waise bhi uss aalishaan ghar ko dekhkar Imaandar se Imaandar vyakti ki niyat dagmaga sakti thi to phir wo kya cheez tha...

"Beta ek baar fir bolta hun.. Mujhe batane me kisi prakar ka sankoch naa karna..." Tabhi Thakur sahab ko apni beti aati hui dikhayi di... Usne pink colour ka top aur blue colour ki jeans pahan rakhkhi thi..jisme se uske ubhaar saaf jhalak rahe they...

Wahan par baithe ladke ne mann hi mann uske vakson ka size naapna shuru kar diya..

"36... Nahi nahi... 34... Nahi 36..to zarur honge iske boobs" Uske mann me jung si chhid gayi thi... Ki uske boobs 36 ke hain ya 34 ke... Tabtak wo ladki paas aa chuki thi..

"Beti inse milo ye hain Hamare dost ke eklaute Bete.. Veer Pratap Singh.." thakur Sahab ne parichay karate hue kaha...

"Hello..." Sneha ne surili aawaz me kaha...jiska uttar dena Veer ke bas ke bahar tha... Wo bhi sabhi logon ki tarah uske roop ke jaal me fans gaya tha aur uske roop ke dwara sammohit hokar use dekhe jaa raha tha... Sneha ne dekha ki wo koyi 25-26 saal ka naujawan tha... Uska kad koyi 6 ft. Tha.. Rang bilkul gora aur robdaar chehra.. Dekhne se hi mard ka bachcha lagta tha wo..

"Aur ye hai meri beti Sneha... Shayad tum isse mil chuke ho.." Thakur sahab ne apni beti ka parichay karate hue kaha...

"Haan bilkul mil chuka hun.. Par tab ye choti hua karti thi.. Isliye shayad inhe yaad naa ho... Aur mujhe bhi jyada kuch yaad nahi hai..." Veer ne apna dhyan Sneha par se hatate hue kaha...

"Papa filhaal to mujhe ek party me jaana hai... Main aapse baad me milti hun... Bye..." Sneha ne apne pita se vidaa lete hue kaha..

"Jaldi aa jaana beti... Mujhe tumahri fikar hone lagti hai...."

"Haan pitaji... Jaldi aa jaaungi... I love you.. Bye..." Ye bolkar Sneha bahar ki taraf chali gayi.. Piche se Veer ki nazar uske bade bade matakte hue chuttadon ko lagatar nihaar rahi thi...

Uske mann me abhi sirf ek hi baat aa rahi thi...

"Haye.. Koi to Rok lo...."

Wo din Raj ke liye bahut bhaari tha... Sneha ki yaad me ab uska jeena mushkil ho raha tha... Har taraf use wohi chehra nazar aata tha... Aisa lagta tha jaise wo keh rahi ho..."Mujhe apni baahon me le lo Raj.."

party shaam ke 7 baje shuru hone wali thi par wo 4 baje hi pahunch gaya Ravi ke ghar..

Darwaza khat khatate hi Ravi ki maa bahar aayi....

"Are Beta tum...? Iss waqt..?"

"Wo Aunty... Ravi ready ho gaya kya.... Wo aaj hamare principal ki beti ki birthday party hai naa to wahin kaane waale hain hum.." Raj ne Ravi ki mummy ke gate par aane ki baat nahi sochi thi... Har baar jab wo Ravi ke ghar aata tha to wo khud hi darwaza kholta tha..

Raj ki party wali baat sunkar Ravi ki maa ek baar soch me pad gayi...

"Kya soch rahi hain Aunty...?"

"Kuch nahi beta.... Par Ravi ne to mujhe bataya tha ki party 7 baje shuru hone wali hai..." Ravi ki maa ne raaz khola...

Ye sunkar Raj apni ghadi ki taraf dekhne laga..to paaya ki abhi to ghadi me 4 hi baje they... Wo log 2:30 me college se wapas aaye they aur phir Sneha ke pyaar me pagal Raj bina time dekhe hi pahunch gaya tha Ravi ke ghar...

"Kaun hai maa..?" Darwaze par knock hone ke kaaran Ravi ki neend tut gayi thi jo abhi ghode bech kar so raha tha... Wo aankh malte malte bahar aaya to paaya ki darwaze par Raj khada hai...

Ye dekhkar use ye samajhte der na lagi ki Raj pagal ho chuka hai Snehaa ke pyaar me... So usne apne maa se bahana banane ki sochi taaki Raj kisi tarah ke sawal se bach jaaye...

"Are Raj tu...? Andar aaja... Chal kamre me chalte hain... Tune jo copy mujhe di thi assignment copy karne ke liye wo abhi complete nahi hui hai... Aa jaa andar...pahle wo complete kar lun..phir chalenge Riya ki birthday party me..." Ravi ne baat ko sambhalte hue kaha...

Par ek ladki kaa naam sunkar Uski maa ke kaan khade ho gaye...

"Ye Riya kaun hai Ravi...?" Maa ne kadak aawaz me puchte hue kaha..

"Maa aap bhi naa.. Kya kya sochti rehti ho... Riya apne Principal ki beti ka naam hai..." Ye bolte hue uski aankhon ke saamne Riya ke bade bade boobs naachne lage.. Usne jaise taise apne jazbaaton ko kaabu me kiya....

"Achcha theek hai theek hai.... Jaao ab tum dono apne kamre me..." Ye kahkar maa wahan se chali gayi...

Maa ke jaate hi Ravi ne Raj ka haath pakda aur use lagbhag khinchte hue kamre me le aaya...

Usne darwaze ki sitkani lagayi aur Raj par baras pada...

"Sale pyaar me pagal aashiq... Khud to marega aur mujhe bhi marwayega..."

"Abe maine kya kiya hai...jo mujhe daant raha hai..."

"Abe saale agar tujhse maa puch leti ki itni jaldi party me jaa kar kya karega to kya jawab deta tu...?" Ravi ne muhn banate hue kaha...

Post Reply