Re: Teri Meri Love Story - hindi romance story
Posted: 17 Oct 2015 14:51
Update 16
Idhar aditya 2-3 din bas apne kaam men
hi din nikaalta hain aur usko abhiman ke papa kaa phone aa jaata hain
ki unko rishtaa manjoor hain. Par ismen kuchh unch neech naa hone paaye
to us baat ki gurantee aditya le letaa hain ki kahin koi bhi unchh neech
nahin hogi.
Aditya binaa der kiye abhiman ko phone karke usko khushkhabari detaa
hain saath hi poojaa aur uske papa ko bhi bataa detaa hain. Usi raat ko
teeno yaani aditya, abhiman aur Pratap ki badi party hoti hain
Agale hi aditya subah subah abhiman ke office chalaa jaata hain.
Wahaan jaakr seedhe abhiman ke cabin men ghus jaata hain aur donon
baaten karne lag jaate hain
Tabhi dononke liye chaay bhi aa jaati hain jo ki aditya aate niche
lane ko kahaa thaa. Aditya chaay late hi cigrate nikaal kar jalaa detaa
hain aur abhiman ki taraf bhi aage kar detaa hain abhiman bhi usmense ek
le letaa hain aur lite kar detaa hain
Aditya “Saale teraa to kaam ho gayaa idhar meraa bhi to kuchh kar”
Abhiman “mujhe saale kyun kahaa?”
Aditya “ab ho hi gayaa na tu meraa saala meri bahan se shaadi kar rahaan hain”
Is baat par donon hansne lag jaataa hain aur tabhi abhiman aditya se puchhtaa hain
Abhiman “guru hamaari tikadam to aapne hi jamaai aap hi kaho ki aapke maamle kare to Karen kyaa?”
Aditya jaraa sochne lag jaata hain aur saath men sigrate ke kash lagaa raha hotaa hain
Tabhi Abhiman firse boltaa hain “soch bhai soch apne is khuraapaati dimaag men se kuchh idea nikaal”
Firse cabin men shaanti chaa jaati hain is beech firse donon dusari
sigrate le lete hain tabhi aditya kahtaa hain “yaar najdikiyaan badhani
padegi”
Abhimaan “haan par karnaa kyaa hain ?”
1 minat sochkar Aditya kuchh apni dimaag men nayee nayee ugi hui
khuraapaati idea Abhiman ko bataata hai aur dono ek dusare ko dekhkar
ekdam se shaitaani tareeke se hanste hain aur aditya chalaa jaataa hain
Abhiman thodi der ruk kar deepa ko apne cabin men bulaataa hain kisi
kaam ke liye. Thodi der men deepa Abhiman ke cabin men chali jaati hain
Abhiman “haan deepa aaj priority men kyaa kyaa hain tumhaare yahaan ?”
Deepaa “sir aaj invoices khatam karne hain aur kuchh ledgers match nahin ho rahen wo match karne hain”
Abhiman “yah kaam to tumhaare niche ke accountants bhi kar lenge tum
aisaa karo ki perfect spm jaao aur unki kuchh files clear karwaani hain
wo wahaan jaakar clear karwaa laao”
Deepa man hi man men aditya se milne ko milegaa is baat se khush ho jati hain aur kahti hain “thik hain sir kab jaau”
Abhiman ghadi men waqt dekhtaa hain aur kahtaa hain ki aisaa karo abhi
chalee jaao taaki lunch se pahale aa paaogi aur yahana kaa kaam bhi ho
jaayegaa”
Deepa “ok sir main abhi chali jaati hun par jaau kaise us route par to
bus bhi nahin milti aur mere paas koi vehicle bhi nahin hain”
Abhiman thodaa hans deta hain aut kahtaa hai “scooty chalaani to aati
hain naa jaao aur jaakar reshma ki scooty lekar chali jaana”
Deepa gardan hilaate huye chali jaati hain aur idhar Abhiman aditya ko
phone kartaa hain “haan deepa ko bhej diyaa hain wo abhi thodi der men
hi aa jaayegi wahaan”
Aditya bas “thik hain” kahkar phone kaat detaa hain
Deepa 15 -20 minute baad aditya ke company pahunch jaati hain. Wahaan
parking karne ke liye parking place men jaakar aditya ki car dhundhne
lagtii hain par usko aditya ki car dikhti nahin hain to wo seedhe office
ki or chal deti hain
Office men aakar reception par jaakar aditya ke liye puchhti hain to
use pata chaltaa hain ki aditya baahar gaya hain. To wo aur kisse milaa
jaa sakta hain yah puchhti hun to usko aditya ke partner Mr. narayanan
ke cabin men bhejaa jaata hain
Mr. Narayanan jo ki aditya ke business partner the ek 55 saal kaa
Buddha seedhi bhaashaa men kaha jaaye to ekdam typical south Indian the
par pehraav men bilkul acche suit pahnaa huaa thaa unko dekhkar to deepa
sochne lag jaati hain ki kahaan yeh aur kahaan aditya ekdum informal
rahtaa hain.
Waise sabhi readers ko bataa dun aditya ke partner narayanan bahut hi
awwal darje ke khadus aur akhadu aadmi the aur hare k par apnaa raub
jamaate rahate the. Unkaa nature bilkul aditya ki tarah open na ahokar
kuchh conservative saa tha.
Deepa jaakar unse kaafi der tak kaam ki baaten karti hain aur par
achaanak kuchh baat hote huye anban ho jaati hain aur narayanan usko
kuchh emotionally hurt ho jaati hain aur wo uthkar baahar aa jaati hain
aur apni gaadi lekar baahar nikal aati hain. Uskaa chehraa ekdam aisaa
ho gaya thaa ki wo ab kabhi bhi ro padegi.
Baahar nikalkar gaadi chalaate huye apne office ki or jaane lagti hain
tabhi usko pichhe k eek tapari par se aawaaj aati hain “deepa”
Wo rukkar wahaan dekhne lag jaati hain aur usko dikhta hain ki wahaan
aditya khadaa hokar usko aawaaj de raha thaa uske ek haath men chai kaa
glass tha aur dusare haath se wo wave kar raha thaa
Deepa apni roni shakal lekar aditya ke paas chali jaati hain aur
aditya jaate hi ekdum anjaan banker usse puchhtaa hain “kyaa huaa shakal
pe 12 kyun baje hain ?”
Deepa apne aap ko rone se rokte huye kahti hain “kuchh nahin”
Aditya uske aankhon men aankhen dalkar kahtaa hain “kyaa tumhe kisi ne
bataaya anahin ki tumhe thikse jhuth bolnaa nahin aataa”
Fir bhi uski shakal par 12 ke 12 hi baje hote hain aur wo ronaa chahti
hain kyunki bhale aditya usko apna mane naa mane par deepa aditya ko
apnaa maanti thi aur uske saamne ronaa chahti thi par khud ko sambhaal
leti hain. Tabhi aditya ek table par usko baithne ko kahta hain aur chai
ki order de detaa hain.
Chai aa jaati hain aur chaay ke saath deepa jo bhi huaa wo aditya ko sab
bata deti hain. Aditya usko sahaaraa detaa hain aur usko samjhaa
bujhaakar apne saath apne company le jaata hain.
Apne office jaate hi aditya seedhe usko lekar apne partner ke cabin
jaakar usse deepa ki maafi mangwaata hain. Saath hi men kuchh thode se
bol bacchan unko de detaa hain.
Udhar se wo usko lekar apne cabin men aa jaata hain. Us cabin ke
darwaaje se hi deepa cabin ki haalat dekh leti hain yahaan wahaan files
rakhi hui hain kahin pe kuchh padaa hain kahin pe kuchh aur saath men hi
table par ashtray aur baajumen computer. Dekh kar hi maalum hotaa hain
ya to is cabin ka maalik yaa to bahut busy rahtaa hain yaa fir idher
jyaadaa dhyaan nahin detaa.
Aate hi aditya kisiko bulaakar chaay lane ko kahkar fir files mangwaa
letaa hain aur jaldi se deepa ka kaam niptaa detaa hain. Kaam niptne ke
baad aditya thodi idher udher ki baaten kartaa hain aur ghadi men waqt
dekhtaa hain to lunch kaa waqt ho chalaa hain to aditya deepa se puchh
leta hain “deepa chalo lunch karne ko jaate hain”
Deepa “nahin sir meraa tifin mere office men rakhaa hain”
Aditya “rahne do usko mere yahaan pahali baar aayi ho to mere saath lunch to karnaa hi hogaa”
Aditya bilkul bhi usko yah pata anahin lagne detaa ki wo aaj deepa ke
saath hi lunch karnaa chahta ahain aur isiliye use yah sab plan banaayaa
thaa bas uskaa partner is plan men nahin thaa kyun ki aditya ko pata
trd rakha ki wo jarur kisi baat par ultaa seedha karegaa aur aisaa
maukaa haath lagegaa hi
Aditya deepa ko lekar paas ke hi ek acche se restaurant chalaa jaataa
hain. Restaurant jaate hi ek waiter daud kar aataa hain aur unko ek
table par le jaataa hain. Aur unke haath men menu card thamaa detaa hain
aditya wo menu card deepaa ke haath men dedetaa hain usse kahtaa hain
“jo marji ho order karo yahaan ki sabhi chijen kaafi tasty hain”
Deepa menu card leti hain aur usko dekhne lag jaati hain thodee der
dekhne ke baad wo waiter ko ekhte huye order dene lagti hain “aisa karon
ek daal makhni, roti aur raaytaa le aanaa”
Order dekar wo waiter ki taraf dekhti hain to wo waiter aditya ki
taraf dekh rahaan hotaa hain tab wo bhi aditya ki taraf dekhti hain
Aditya “kyaa tumhe akeli ko hi lunch karnaa hain”
Deepa thodaa sharmaakar aditya ki taraf dekhti hain use samjh men
nahin aataa ki is baat par kaise react Karen to deepa menucard aditya ki
taraf badhaa deti hain aur kahti hai “main samjhi nahin aapki baat kaa
matlab”
Aditya “madam itne se khaane se aapkaa pet to bhar jaayegaa par meraa kyaa?”
Itnaa kahkar aditya menucard dekhtaa hain aur binaa der lagaaye order
karta hain “1 panner, 1 veg *******, 2 kofta aur madam ne kahin hui daal
makhni par saath men butter roti hi laanaa” itna kahkar wo menucard
waiter ki taraf badhaa detaa hain aur firse rok kar kahtaa hain “raaytaa
bhi le aanaa”
Waiter chalaa jaata hain aur aditya deepa ko ghurte huye kahata hain “kuchh khaaya piyaa karon deepa “
Deepa “mujhe to bas aisa ahi khaana khaane ki hi aadat hai
Aditya hansne lag jaata hain
Deepa “kyaa huaa kyun hans rahen hain aap?”
Aditya hansnaa rokte huye “kuchh nahin kuchh nahin” kahkar firse
hansne lag jaata hain aur deepa aditya ke hansne ki wajah disturb ho
jaatee hain aur idher udher dekhne lag jaati hain usko aisaa lagtaa hain
ki aditya ki aisaa hansne ki wajah se log uski taraf dekh rahen hain
Wo aditya ko kahti hain “aap aise hansiye mat sab log hamen ghur rahen
hain” aur wo neeche dekhne lag jaati hain. Uski baat maankar aditya
hansnaa band kar detaa hain
Aditya hansna band karne ke baad usko puchhtaa hain “ab thik hain madam”
Deepa upar sar karke aditya ki najaron men dekhne lag jaati hain aur
dekhte dekhte donon ek dusare ki aankhonmen kho jaate hain aur unkaa
dhyaan to khaana aajane ki wajah se tut jaata hain aur wo duniaa men
laut aate hain
Khaanaa khaate waqt deepa aur aditya kaafi idher udhar ki baaten karti hain baaten aate aate family par aa jati hain
Aditya “tumhari family men kaun kaun hain?”
Deepa “main , mere paa, mummy aur ek badaa bhai aur aapke ?”
Aditya "mummy papa to ab rahen nahin ab to bas Pratap aur main hi ek saath rahte hain”
Deepa “sorry”
Aditya “don’t say sorry usmen koi bhi kyaa kar paataa undononki ek car accident men maut hui thi”
Deepaa ki aankhen bhar aayi thi wo apne aap ko roknaa chahti thi par wo pucch hi baithti hain “kab ?”
Aditya “main tab 19 saal kaa thaa tab unkaa yah accident huaa thaa”
Deepa “aap to bade bahadur hain”
Aditya “ismen bahaduri waali kyaa baat uswaqt sab log saath the isliye
main hun meraa sabse jyaadaa dhyaan to Pratap ne rakhaa hain un dino
nahin to main to tut hi jaataa”
Itnaa sab sunne ke baad deepa to kuchh bol nahin paayi par aditya
chitchat ke mood men hone ke kaaran bakbak kartaa jaa rahaan thaa aur
deepa usko bas dekhte khaana khaa rhi thi. Deepa ne ek chij notice kiyi
ki aditya sachmen kaafi petu hain 2 aadmiyonkaa khaanaa aaraamse khaa
jaataa hain.
Khaana ho jaane ke baad aditya waiter ko bulaakar desert mangwaataa
hain par khaanaa khaakar hi deepa kaa pet bhar gayaa thaa usmen to
desert ke liye jagah bhi nahin thi par aditya ke force karne par khaa
leti hain. Aditya bill dedetaa hain aur donon baahar chale jaate hain.
Baahar paan kaa thelaa dekhkar aditya udharse masaalaa paan lekar khilaa
detaa hain aur khud bhi khaata hain.